Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sakty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

    agar ap ko loss hone ka dar hota hai to mera ap ko yahi mashwra hai k ap bonus se trading kiya kare ta k ap ko agar loss ho bi jay to ap ka koi zati loss na ho jesa k agar ap ne real investment ki hai to agar ap phir us par trading karte hain to loss hona ka dar to ho ga lakin jub ap bonus se trading karo gey to ap ko phir loss ka koi dar nahi hona chahiye so ap ko chahiye k ap bonus se trading kiya karen ta ka p ko loss na ho or ap apna confidence bi maintain rakh sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

      forex trading main bahoot se trader loss ko bardasht nahi kar sakty haain jis ki waja se un main confidence level low hota hai aur wo kamyab b nahi ho sakty haain hume apny andar se loss k dar hatm karna chahye kyu k jab tak hum darty rehain gay tab tak hum kamyab nahi ho skaty hain aur hum apny confidence ko b tab tak increase nahi kar sakty haain.
      • #18 Collapse

        Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

        G Han bilkul agar koi trader apne emotions pe control nahi Kare ga to us ko confidence nahi aye ga aur loss Kare ga is mein sab see pehle cheez hi ye hai ke apne emotions ko control karna seekhain agar AP Emotions ko control karna seekh jayen to p buhta ache trader ban sakte Hain agar knowledge ho par emotionless trading na ho to phir AP ko loss ho ga aur earn nahi Kar payen ge
        • #19 Collapse

          Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

          Ji bilkul Agar Hum create Lagate Hue Darshan Ge to Fir Hamare andar confidence nahi Rahega Hamare under confidence Ka Hona bahut hi jaruri hai agar Hamare andar confidence hoga to Fir ham Sakenge is wajah se Hamein ghabrana Nahin chahiye Darna Nahin chahiye balki confidence ke sath mein apna kaam karna chahie
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

            Jb new traders kam ko sahi nhi s,jh skty or apna kam bghair ksi khas experience kay real account sy hi shru kr dty hein bjaye is kay kh vh phly demo account use krein .Loss ka shikar ho jty hein or dobara buisness krny ki himet nhi kr patay ya apny confidence ko maintain nhi rkh skty or nakam hty hein.

            اب آن لائن

            Working...
            X