Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sakty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sakty
    Trading agar ki jaye to loss ka dar nahi hona chaye, loss key dar ko khatam karny key ley market ki behtar analyzing karna zarori hay, agar hamy loss ka dar ho ga to hamara confidence kabi be maintain nahi reh saky ga aur loss be hamy esi waja se ho jata hay key ham apna confidence low kar lety hey, loss key dar ko khatam karny me hi traders ki kamyabi hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

    Forex trading mein loss hota rehta hai ab yeh normal baat lgti hai lekin loss se drna nai chahiye balkeh situation ko face krein aur apna confidence level down na ho jb aap loss k dar se bahr ayengy tu dekhna ap k andr right decision leny ki abilities barh jaengi.
    • #3 Collapse

      Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

      loss ka dar mujhay forex ka kuch hisa sikhanay wale b darte the jab un k thori trade loss main jate thi wo itna dar jate jaldi hi loss main close kar daite the phir jab main ne real trading start ki yeh bemari mujhay b lagy jo jo waqat guzra mujhay samjh aa gi thi main is liay darta tha main account balance ki planing or margin ka khiyal rakh kar lot or trade nai lagata tha
      • #4 Collapse

        Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

        Dear friends Forex trading Mein kaam karte hue Hamein chahi ke Jyada Se Jyada Mohabbat Karen Soch Samajh Kar trade Karen aur Jyada Se Jyada Apna time Forex trading co Den aur aap confidence ke sath Apna trade Lagaya Tha Kya Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake their friends Agar apke Forex trading Mein risk nahi le Sakte apko trade Mein Dar rehta hai ki Kahin loss Na Ho Jaaye to aap ek acche trader nahi ban Sakte isliye Hamesha confidence ke sath Apna trade Karen Taka Jyada Se Jyada aap Forex trading se fayda Utha Sakte
        • #5 Collapse

          Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

          Trader k der ki asal waja knowledge ki kami h q k jb trade open krty hn to yahi der hota h k kahin loss mn na chali jay. Jb k jin traders ka experience acha hota h. Wo hamesha behter trade decide krty hn aur profit earn krty hn. Esly jb tk knowledge, practice ko improve ni krain gy, tb tk confidence ki kami rhy gi.
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

            Forex main kamyabi hasil karne k liye apne confidence ko maintain rakhna bahut zarori hai is liye chahiye hamein profit ho ya loss hamein kabhi bhi apne confidence ko weak nahi karna chahiye balke strong karna chahiye our himmat se work karna chahiye jis se hum kamyab ho sakte han
            • #7 Collapse

              Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

              As-salamu alaykum doston Jo Log Yaha Jo trailer Forex trading loss ke dar se apni dedo Par Nahin karte hua bilkul aise hi hota hai kya hua Forex trading Nahin Kabhi Kamyab nahi ho sakti Kyunki Forex trading day 1 whisky kaam hai aur isme rest Lene Ke Bina Hum Kamyab Nahin ho sakte Soham HR hi Hum Forex trading call knowledge pura se Karen aur uske bad ismein openly aur Hamesha Karen ke Forex trading market Mein Hamara Ek Naam
              • #8 Collapse

                Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

                Dar apke peofit ko kha jata he.agar ham koe trade open krte hen or hamko ye pata bhe hota k market buy ma hi jae ge or trade bhe buy ki hoti he leken market thora sa neeche jati he to ham dar jate hen k loss na ho jarme es se hama confidence jo market ko analyze krte hue or trade open krte hua aya tha wo khtm ho jata he or ham es k bad trade ko loss ma hi close kr dete hen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

                  jo lose ki dar ki waja se mazeed lose krte hein wo is main khabi kameyab be nai ho sakte hein is business hai hume menat krni hoti hai zada se zada earnings krein ur sath main lernings be is main menat se hi hume kameyabi milti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

                    Ji haan bilkul FoRex Main kAafi log loss k Dar ki Waja se Trading main Kaamyaabi Haasil Nahi kar Saktay Q k Darr ki WaJaa Se Woh Trading Main Jaldbaazi K Sath WroNg siDe Py trade Lagaa Detay Hain jiSki Wajaaa Se HuMen TradiNg Maain KaaFi Loss Ho Jaata Hai Tamaam Traders ko Apnay OopEr aitmaad hoNa chaahiye oR koshish karni Chaahiye k Trade Jo bhi Lagaai Jaaey achi tarha SoCh Samajh kaR Hii Lagaai JaaEy...
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

                      Aapne bilkul sahi kaha hai ke nuksan ke dar ki wajah se traders confidence ko maintain karne mein Kamyab nahi ho paate gsr Nahi Hona Chahte Hamein confidence ko maintain karna chahi confidence Hota Hai confidence Ka Hona bahut hi zaroori hai agar Hamare under confidence hoga to hum Duniya ke kisi bhi Maidan Mein aasani ke sath Kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

                        Hamein chahiye ki hum Apne andar confidence Paida Kare Confidence ka Hamare andar Hona bahut hi jaruri hai confidence Agar Hamare andar Hoga To Ham Duniya ke kisi bhi Maidan Mein Asani ke sath Kamyab ho sakte hain is wajah se apne andar confidence Paida Karen confidence achhi chij hai yeh Hamare andar Hona chahie lekin overconfidence nahi hona chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

                          hanji dear brother apki baat hthek hai kay jab ham loss main jaty hian hum apna confidence maintain nahi kar paty hian lain forex trading main sab say ziyada ye hi aik loss main lay jany wali cheez hain ham ager forex trading main achy trader banna chahty hain tu hamen kabhi bhe apnay confidence ko khtam nahi karna chaea balky apni galtion say seekhna cheaa or in say sekh kar loss ko recover karny ki tricks lani chea or loss kay dar say trading ko kabhi na choren balky apnay ap par yakeen kar kay agay bhrna chaea or aik kamyab trader ki tra mehnat kar kay forex market main apna name bnai
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

                            Mosstlyy markeet main loss ka dar ousyy hei hotaa hai jis ky pass markeet ky baryy main itnaa knoawdge ni hotaa markeet main agr apnyy dar ko khtmm karnaa chahtyy hai tuo phlyy practicee apni axhei krenn our knowladge apny ko increase krenn phr markeet main kam krenn tbb loss ka dar ni ho gaa jb knowladge ho.ga..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss key dar ki waja se traders confidence ko maintain rakny me kamyab nahi ho sa

                              G haan sir woh tu ap ki bat sahi hai likn as main hamen chahiy hai kee ham as main jab bi kam kare tu hamen as main minat se bi kam karna ho gaa aor hamen as main aik kamyab members main bi shamil hona hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X