Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

    Ji bilkul hm sb bht achy sy jnty hein kay sbar ka phal mitha hta hay .Hm agar koi kam kr rhy hein jaisy kay trading kr rhy hn forex par or hmein nuksan ho jaye to bjaye is kay kay hm jaldbazi sy kam lein hmein chahiye kah sbar sy kam lein.Phly kam ko achi trh smjh lein phr hi koi trading krein takay faiday mein rhein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

      G haan dost aap ne bilkul durst keha he hamen sabar se kaam kerna chahiye or sath sath trading me bhi sabar kerna chahiye, agar hum sabar or tahmul se kaam kerenge to hum kamyab trader ban sakte he, trading me kabhi bhi jald bazi nahi kerni chahiye.
      • #18 Collapse

        Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

        g ha dear forex trading main sabar karna bhot he lazmi hain haar koi forex man jaldi karta hain par un ko pata nhe hota hain k forex trading main sabar laxmi hota hain itni jaldi hamari trade profit main nhe jati hain haar kaaam maina agar itna jaldi profit hota tu kabi b koi b kiis b busnuess main loss na karta dear forex tradign main sabar say kaam lena zarori hain is k bina forex trading main kamyab nhe hos kte hain hum
        • #19 Collapse

          Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

          ji haan Sabar karna hai bahut badi baat hai Sabar Channa kamyabi ki zamanat hai isliye hume Kafi had Tak Sabar karna chahiye aur Sahi time dekhna chahie Kyunki Sabar karne walon ka achha time Jarur Aata Hai aur jab Hamara time aayega Tu achha rahega
          • #20 Collapse

            Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trading main saber ki bot ahmiyat hai q k yah aik online bsuiness hai jis main kisi bhi wakkt kuj bhi ho skta hai tu hmain mind bna lena chahye hmain loss bhi ho skta hai or jub loss hota hai tu saber k sath osko face krna chahye or osko clera karny k liye saber k sath trading karni chahye q k jub ap jaldi karty hain loss ko recover karny main tu apko loss he hota hai
            • #21 Collapse

              Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

              g ha dear sabar karna ka phal acha milta ha jub ap sabar se kaam letay hain to ap bilawaja wrong trades se buch jatay hain or ap ko loss b kam hota ha agr ap sabar se kam letay hain or trades se acha profit lenay kay liey b sabar se wait karna parta ha tub hi ap apnay targit tak phonchtay hain or ap ko sabar kay sath hi small lots kay zariey trading karni chahiey
              • #22 Collapse

                Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai Sabar karna kamyabi ki jamanat hai isliye Hamein Ishq Mein Sawar se kam karna chahiye aur is main Itihas se kaam karna chahi is mein koi bhi laparwahi nahin karna chahie please thanks for on my replay my request
                • #23 Collapse

                  Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                  aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein Kamyab Banna chahte hain aur Kamyab reading karna chahte hain to Hamein Har Waqt Sawar ke kaam karna hoga Agar Sabar Ke kaam Karenge to Hamein Har Waqt achha profit mil sakta hai isiliye Hamein kabhi bhi lalach nahin kaam karte hue hamein chahiye ke Jyada Se Jyada mehnat Karen Soch Samajh Kar trade Karen aur Jyada Se Jyada Apna time Forex trading co 10 dear friends Forex trading main Hamesha Sabar ke sath Apna Kaam Karen tar ke aap ek accha trade Laga sake aur relax hokar confidence ke sath Apna trade Karen Taka Jyada
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #24 Collapse

                    Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                    koi be kam ho dunia me to hum ko samj or sabar say kam lena chahy tak koi mistake na ho jo insan sabar karta ha osy sabar phal boht milta ha agr kisi insan kay damg me koi kam nhi a raha ho osy chahy kay sabar ka mozhara kary q kay ALLAH pak sabar karny walo ko like karta ha jasy ALLAH pak ki zaat pasnad karti ho wo khbi nakam nhi ho sakta
                    • #25 Collapse

                      Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                      Jiya sharab mein bilkul sahi kaha hai ki Hamesha main Subah Se Kam karna chahie Johnson Sadar se kaam karta hai wahi Kamyab Jata Hai Kyunki Hame is main bilkul jaldbazi nahin karna chahiye Jo Insan jaldbazi karne ki koshish Karta Hai. Uss and pata hai isliye Hamesha main Subah Se kaam Lena Hoga Inshallah Tala Pakistani force Business mein aasani se Kamyab Ho Jayenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                        Dear jab ham ye kehte hen k sabr kren to eska asal ma matlab ye hota he k lalach na kren or es ka main matlab us waqt samj ma ata he jab hamko trading ma loss hota he or jab loss ho to takleef hoti he or mushkil ko bardasht karna sabar hota he to es tarah hamen loss pe zeada panic nhn hona chahiye or easy reh kar trading krni chahiye es apko zarur profit ho ga.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X