Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he
    bhaijaan aap se mera Sawal ki hai ki Sabar karna bahut hi achhi chij hai aur Sabar karne se Insaan Kafi profit earning kar Jata Hai Sabar Ka Phal Meetha hota hai aur Allah Tala Sabar Karne Walon Ko Pasand karta hai
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

    Dear brother forex trading men jo log sabr aur bardasht se kam letey hen woh hi kamyab traders bantay hen forex trading aik risky business hey iss men risk ki waja se loss bhi ho jata hey aur loss men sabr karna bhi zaroori hota hey kiun k loss business ka hissa hota hey sabr iss liay zaroori hey kiun k agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey
    • #3 Collapse

      Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

      G han main ap ki bat se agree karta hon k forex main sabar bahut zarori hai is liye business main kabhi bhi jald bazi nahi karni chahiye kyon k jald bazi business ko loss ki taraf le jati hai is liye business ko fresh mind k sath chalana parta hai our active rehna bhi bahut zarori hai
      • #4 Collapse

        Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

        g han bhai jan ap bikul kah rahy hn mn ap ki is bt sy itfak krta hn forex py hr mor py teention hoti hy kbhi koi ghalti ki wja sy wash ho jata hy account ya phr trading mn loss ajata hy to in sb ko dobara thk krny k liy sabar ki zrort hoti hy is liy sabar forex py bht lazmi hy
        • #5 Collapse

          Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

          Ge han saber karna kamyabi ki zamanat bai saber ke bhat achi chezz hai saber ka pahal metha hog hai aur ager ham kisi b kam main by sabre ho jain ge to ham us main nuksan uthaen ge ager hame loss b ho jae to be hame saber aur hemat k sath kam ko jari rkhna chaye is main hmari kamyabi hai
          • #6 Collapse

            Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
            bhaijaan aap se mera Sawal ki hai ki Sabar karna bahut hi achhi chij hai aur Sabar karne se Insaan Kafi profit earning kar Jata Hai Sabar Ka Phal Meetha hota hai aur Allah Tala Sabar Karne Walon Ko Pasand karta hai
            Bilkul Janab aap Jitna Jyada Sabar Karenge aap ko utna hi achha reward milega Ham pura Mahina Safar karte hain aur posting karte hain aap dekh le ke mahine baad Hamein bahut accha bonus provide Kiya Jata Hai jisse Ham trading Karke Apna profit banate hain aur apna Kaam chalate Hain aur Kitna Jyada mehnat aur Sabar Kiya jata hai utna hi jyada profit banta hai
            • #7 Collapse

              Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

              Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hi kaha hai main sirf Kitna Kahana Chahunga ke Jee bilkul hamein chahiye hota hai kaise Bada Kare Sabar kamyabi Ka Raj Hota Hai Aur kamyabi Ka Jamana Toota hai isliye Mai Chahiye Hota Hai Kisne Sabar Kar Ke accha profit Hasil Kare Jitna Jyada Sabar Karenge utna hi Hamare liye fayda Hoga utna hi jyada Mein profit hoga
              • #8 Collapse

                Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                Dear apki bat thek hai k ham ko is meinsabar karna haiye qk sabar hi kamybi ka zamanat hai aor ham ko chaiye k ham is mein mehnat kare qk mehnat mein i azmat hain aur ham ko is mein sabar se kam karna chaiye is mein ham ko jaldi nahi karna chaiye uar is mein mehant karna hoga aur nham ko is mein kamybi asani se nahi milta hain ham ko is mein kamybi hasil kar ne kliy is mein mehnat karna chaiye aur mehnat mein hi barkat hain aur ham is mein sirf mehnat kamybi ka bhi zamin hota nhain.
                • #9 Collapse

                  Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                  Bilkul ji aapne thik kaha hai Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ke Jyada Se Jyada mehnat Karen Soch Samajh Kar trade Karen aur Jyada Se Jyada Apna time Forex trading co 10 dear friends Forex trading main Hamesha Sabar ke sath Apna Kaam Karen tar ke aap ek accha trade Laga sake aur relax hokar confidence ke sath Apna trade Karen Taka Jyada Se Jyada achha trade Laga kar achha profit Hasil kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                    ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein Kamyab Banna chahte hain aur Kamyab reading karna chahte hain to Hamein Har Waqt Sawar ke kaam karna hoga Agar Sabar Ke kaam Karenge to Hamein Har Waqt achha profit mil sakta hai isiliye Hamein kabhi bhi lalach nahin karna chahiye thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                      G Han Koi Shaq Nai Ke Sabar Ka Phal Meetha Hota Hy Aur Us Meethey Phal Ke Liye Bohat Sarey Karwey Ghunt Pene Parte Hain Aur Mehnat Karni Huti Lalach Nai Karni Hoti. Baqi Depend Karta Hy Ke Sabar Ke Sath Sath Hamari Mehnat Kitni Hy Achi Umeed Kitni Hy Confidence Kitna Hy. Ye Sab Kuxh Success Me Imp Role Play Karta Hy And Jald Bazi Aur Lalach Dono 2 Mnt Me Hamra Sara Am Bigar Deti Hain.
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                      • #12 Collapse

                        Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                        Assalm-o-Alaikum g dear ap nay bilkul theek kaha hai sabar karna bohat achi baat hai sabar karna kaamyaabi ki zamanat bhi hai Orr sabar ka phul bhi meetha hota hai hamain chahiye k hum sabar sy kaam lain Orr laluch na karain Orr agar hum sabar sy kaam lain tou hamain acha profit bhi mil sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                          Bhai app ne sahi bat ki he k saber kerna kamyabi ki zamant he qk is ka wada to Allah ne kia he hum se k ager hum saber kere to Allah humain is ka sela dega or allah saber kene walo k sat he is lei ager humain loss ho ai to saber se kam lete hoi apni mehnat ko jari rekhna chahyi
                          • #14 Collapse

                            Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                            yes dear app ki bat thek main bhi ap ki bat say agree karti hun forex main jitna ziada app k pas saber ho ga utna he app jald kamyab trader bnain gay kyon k yeh bat meri khud ki azmai hai jab bhi main forex market main saber k sath kam karti hun meri koi bhi trade loss main nahi jati hai ager main 10 tarde karon tu koi msuhkil sy he loss main jati hai jiss tiem bhi main galt trade bgair kisi logic k laiti haun tab he meri trade loss main jati hai iss say savbit yeh hota ha k ham saber k sath market ka wait kar k order laina chaheayay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sabar krna kaamyaabi ki zamaanat he

                              Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Sabar karna kamyabi ki zamanat hai isiliye Hamein chahi ke har kaam mein Sabar Karen Kyunki Sabar Ka Phal Meetha Hota Hai agar Humsafar Nahin Karenge to Hamein lose hoga qk Sadar hi kamyabi ki zmanat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X