loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

    g bilkul loss r profit har Bussiness k hissa ha loss b har bussiness mi hota r profit b loss inssan ki apni galtyon ki waja sy hota ha agr insan koi galti kry to us galti ko note kry r wo galti dobara na kry to hm aik bary loss sy bach skty han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

      Asslamoalekum mere aziz dosto me ap ka mshkoor ho ap ke is post se hame bohat fida howa or ap ne thek kha me ap ke bat se itfiaq karta ho ap se kuzarish he ke ase mufeed post zeyda se zeyda karen take hume is se fida othane ka moka mele ap ne sahi swal keya he ke loss ke reasons apne mind me rakne chaye take hum mohtat rahen or apne loss ko control kar ke yaha kam kar saken.
      • #18 Collapse

        Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

        Salaam Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke G shrug Ramesh Mein Love Ho Jata Hai To Hame Chahiye Hota Hai Kya Main Pareshan Na Ho Aur tension na le kar isne Pareshan Rahenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge Habitat loss he loves karte rahenge isliye mein chahiye hota hai ki hum isme Sabar kar ke aur Apna loss Koi Khabar Karen
        • #19 Collapse

          Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

          bhai bilkal sahi kha hai ap ne lose jab hume hota ha tu hume apni mistake ko fallow krna chaiye ur lose se bachna zahrori ha is main jab tak hum apni mistake ko fallow nai krein gey tu hume zada lose hi hoga khud se experince hasil krien market main
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

            Yes brother aap ne bilkul theek keha he. Forex Trading me profit bhi hota he or loss bhi hota he to hamen her time apne mind me ye dono batein zehn me rakhni hongi k agar me profit earn ker sakta ho to mjhe loss bhi ho sakta he is liye apne mind me loss ko rekhna hoga or loss ko bardasht kerna hoga ta k Forex Trading me kamyabi haasil ki jai sirf or sirf profit hi nahi hoga, ache ache traders ko bhi loss hota he to ye business ka part he k loss a profit.

            اب آن لائن

            Working...
            X