loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay
    dear friends forex trading mn loss hr kisi ko hota ha lekin aik achha trader wohi banta ha jo loss ki reason ko yad rakhta ha aur dobara woh mistakes kbi naen krta jis sa loss ho to hmesha kamyab rehta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

    dear bro nager hm chty hain k ham bilklu azad rhem to loss bussinees ka hissa hy ager frz kren loss bhi ho jata hy to hmen chye k hmen loss na ho to hmen apni galtion ko durust kerna chye kun k ager ham galtion sy seehken ngy to aik din asia aye k ham achy trader ban jaen gy.
    • #3 Collapse

      Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

      G baai aap nay bilkul teek kaha loss our profit tho har business may hothay rehthay hay lekin agar hum apnay loss k reason no apnay saath note Kia karay tho hum osay per repeat nahee karangay our next time k liay hum os reason say mehfoz rehthay hay is liay hamay har honay walay loss k reason no nazar andaz nahee karna chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

        G han bilkul theyk kaha ap nay hmaien loss ky reason ko mind main rakhna cahiyay aur us ko bar bar repeat nahi karna cahiyay agar hm loss ky reason ko bar bar repeat karain gay to hm kbhi bhi achy trader nahi ban sakty aik acha trader apni mistakes say seekhta hai aur kbhi bhi un ko repeat nahi karta
        • #5 Collapse

          Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

          Dost loss business mn hta rhta jo loss bht brii trah sa hta ho wo hmesha hmra zehn mn rhta ha r hum ziada tar is pr soch ka ks jgah hmn loss hoa hum chz ko yad krta han ko yad jb agli dafa asi koi chz to hmra mind mn hoo r hum hs ko shi treqa sa kr ska js sa hum loss sa bach ska
          • #6 Collapse

            Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

            G han dear achi bat ki hy ap ny...loss to buisness ka hisa hy or us sy koe ni bch skta lekin jo loss sy seekjty hn wo kafi hdd tk mehfuuz rehty hn q k agr unhin kbhi loss hua hy to wo us ki reason dhundty hn phir next kam krty hn or wahi kamyab hn or jo loss ko badluck tasavur krty hn wo hmesha nakam hoty hn q k wo seekhty to hn ni
            • #7 Collapse

              Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

              Dear bro aap ne boht achi baat ki hai forex trading mein loss hota rehta hai yeh risky business hai lekin kamyab hony k liye zarori hai loss ki reason ko hamesha mind mein rakhein tah k phr trading mein dobara woh mistake na ho is tarah trading mein correction hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

                ji haan kar aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Haan Main sabse pahle loss ka hi Socha Na chahi Kyunki Hame Jab Bhi trade open Karte Hain To pahle Hamein loss hi hota hai bad Mein Hamara trade profit mein aa jata hai isiliye Hamein pahle profit ka bilkul nahi Socha Na chahi hamein chahiye kya na jabe trading Karni hoti hai tu apne mind ko fresh Karke trading karna hoga thanks
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

                  G han my dear forex friend ap n bikul thek frmaya hy kih humy Loss ko zihin m rakhna chahiy kih humy loss kaha s ho rahaa hy or apni is mistake ko sodharna chahiy wasy bhi aziz dosto loss to business m hoya rahata hy insan apni galti s hi sodhrta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

                    G ha bhai app ne theek kaha he jub tuk hum apni mistake ko mind me rekh ker trading kere rhege tub tuk hum us galte ko dobara repeat nhi kere ge or ager hum ne is ko ignore kre dia to dobara loss hmara muqader bani ga is lei hmain chahyi k hum apni loss ko profit change kere or apni mistakes ko or loss k reasons ko control kere
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

                      G bhae. Ap ne ek trade ma loss kea to es reason ko na bhoolen k ye loss kyun hua. Warna ap dobara wohi ghalti kren ge or loss kr bethen ge . Es ki reason ye ho sakti hen k trade profit ma ae leken lalach kea k or profit ae ga or wo loss kr gae. Ya trade jaldi ma laga di. Wagera en ghaltiyon pe qabu paen.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

                        Loss ho jany ke bad har aik traders ki koshish hoty hai ke wo apny loss ki wjh ke bare main jany.jb apko apny loss ki wjh pta chal jay tu usay zain nasheen kar Lena chaye
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

                          Hamain as mien her bar loss ki waja ko dakhna hota h aur hamain jab b trade kerna h tu ham ko as mien apna pora mind bana ker as mien trade kerna hota h agr ham as mien apna mind bana ker trade kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien behtreen kaam karna hota h jab ham as mien trade kerne jate hien tu ham ko as mien apne demagh ko aik side per laga ker sochna hota h aur bar bar apni soch ko badlna nahi hota h agar ham ye ker lete hien tu ye aik behtreen baat h as lyee as mien hamain her bar dar ko khatam karna hota h aur ham ko kamaee k lyee koshesh kerna hota h aur kamaee karna hota h.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

                            g han dear loss ki reason mind main rkahny ka ap ko bohut faida hota hai jab bhi app loss karty hainn tu ap ko pata hona zrori haui k app ko kiss galti ki waja say lss hoa hai aur phir jab ap pani galti ko thek krty hain tu uss loss ki waja say bhi app ko faida ho jata hai iss leay jab bhi loss o tu ap ko apni galti ko note kar laina caheay phir usko aynda ehtiat karna cahehay k app say wo again na ho phir app ko iss main success ho sakti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ki reason ko apnay minde mn rakhna chayay

                              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein chy keh ham ehtyat say trade lagayein hamein loss bhi hota rehta hai iss lay hamein ghabrana nai chy hamein chy keh ham goor krein keh konsi waja say hamara loss ho raha hai ? hamein apny loss ko control krna chy .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X