Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay
    Dear members meray khayak se ye aik haqqeqat hai k forex har admi k bas ka kaam nahi hai . starting main har insaan isay barii dilchaspi se shuru karta hai lekin nuqsaab utha utha k ander se jav toot jata hai phr choor deta hai . jo insaan is stage se agay nikaltay hain wohi kamyaav van jaatay hain isi liay forex main sirf 5% log kamyaab ho Patty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

    Mere bhai nay bahot achhi baat ki hay forex forum ik international business hay oar agar ham es main mehnat karain to bahot earning kar sakty hain mere dosto forex business ikhaqiqat hay oar hamain es main mehnat karni ho gi ham mehnat say apni sey ik achhi khassi kammai kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

      Dear baat ya hay k dyuniaain kohi be kam easy nahi hay aur pasa kamana to sab sa mushkal kam hay dyunia ka 8nstaforex trading aak online easy kam hay lakan iss sa pasay kamana bhot mushkal kam hay iss ki waja ya hay k instaforex trading aak online bussniss hay aur bhot he difficult tarha ka bussniss hay iss bussniss ko samjna k laya bhot zayada time chaya jab tak aap ko instaforex trading per aboor hasil nahi ho jata hay aap profit earn nahi kar saktay hain instaforex trading sa
      • #4 Collapse

        Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

        G han dear es mai koi shak ni hai kay humain forex ki haqeeqat ka pta hona chaye aur humain es se door ni bhagna chaye kiyu kay es mai rhaye kay kam karna hai tu es se door kiyu bhagain kiyu kay esi mai he humara faida hota hai na tu kosesh karain kay forex ki haqeeqat ko janain
        • #5 Collapse

          Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

          bilkul hamein frocks ki haqeeqat se dur nahin bhagya chahiye kyunki forex bahut hi best online business hai aur Puri world mein chal raha hai ise Koi business nahin Hai jisme itni acchi hoti hai aur begair investment ke kaam karte hain jobless job order part time full time kaam kar sakte hain jab ke mehnat bhi bahut jyada hoti hai aur anek bhi acchi hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

            Ji main aap ki is Baat Se Mutafiq Hoon Forex Ko Hum join to kar lete hain but isme kaam karna bahut hi Mushkil Hai Agar Main aapko apni personal story Bataun to
            Dear main is main work karna 2017 Mein start kiya tha starting ke 3 months main bahut jyada mehnat ki thi tu mere accounts band ho gaye the Shayad Meri apni mistake Thi insta account band Hogaya the Mera 800 + takriban 2 3 month ka bonus Mera waste ho gaya tha uske baad phr main next month posting key but main account attached karne mein ek din late kar diya means is month posting kiya to next month first Ko Main n account attached kiya hai to mujhe bonus nahi mila Jab Main n moderator se a question kiya to unho n reply kea k jis month account attach karte hain aap ko us month bonus Nahin Milta Hai so 4 month ki mehnat meri waste Ho Gayi Thi uske baad mein bahut jyada Hopeless Ho Gayi Thi tu main n es kaam Ko Chod Diya Tha but ab Phir main Dobara se accounts Banaye jo bhi ab phir se main n ese km ko join kiya hai continue Kiya hua hai
            So m Sab Ko ye Kehna chahungi ke Hamen is kaam ko kabhi bhi chhodna nahin chahiye Utar charhao Tu Har Kaam Mein Aate Rehte Hain Himat kabhi bhi nahi harni chahie hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

              G han bilkul hmaien forex ka haqeeqat ka pta hona cahiyay forex aik risky aur difficult business hai agar hm forex main kamyab hona cahty hain to hmaien mehnat say forex main kam karna ho ga is main kamyabi ky liyay hmaien achy knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai agar hmara knowledge aur experience zyada ho ga to hi hm forex main kamyabi say kam kar sakien gay
              • #8 Collapse

                Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

                g han dear brother main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex aik bahut complicated business hae forex main members shuru main bahut dil laga kar kam karte hain or posting main himat karte hain jab trading ke bare ate he to tab wo bahut bore ho jate hain un ke liye bahut mushkil hi jata hae
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

                  Dear friends forex ka business mushkil zaror hai lekin namumkin nahi hai dunya main har kam mehnat se hai our agar ap ne business main kamyabi hasil karni hai to hard work karen is liye hamein har businesds main lagan our shouq k sath work karna chahiye our us main hum achi earning hasil kar sakte han
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

                    thik kaha forex main boht kam log zaida dair tk or life time trading karte hai or kamyabi hai zaida tar log is forex main fail ho jate hai forex chor daite hai is ki boht sari wajah hai kisi ki mujburi b hoty hai kuch aisay log hote hai jo bar bar loss karte hai wo loss wali galtio ko thik nai karte bes paisa paisa hi karte hai yeh kabi kamyab nai ho sakte jab tk apna mode change na kare
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

                      No brother may aap ke is baath say ithifaq nahee kartha kionka Jo log is ko start karthay hay our tho osay zaroor kamyaabi milthe hay our Jo is ko kahir daadh kehthay hay wo dhar asal kaam Kar he nahee sakhthay kionka ye business ithna aasaan nahee hay jithna log isay samajhthay hay is may kamyaab honay k liay aap ko barpoor mehnath karne hothe hay per kahe jaakar kamyaabi milthe hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ki haqqeqat se door nahi bhagna chahiay

                        assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai kya mai Pakistan Forex form Ki Haqeeqat Se Kabhi Bhi Nahin bhagna chahiye Kyunki Hamare bas mein bahut jyada profit hota hai aur Badshah isme bahut hi jyada loss hota hai isliye Hamein is Baat Ko Mat De Nazare rakhte Hue trading Karni chahiye ke yaha to Hamein loss Ho Gayaa Hamein profit hoga
                        Visit My Profile

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X