Dear members meray khayak se ye aik haqqeqat hai k forex har admi k bas ka kaam nahi hai . starting main har insaan isay barii dilchaspi se shuru karta hai lekin nuqsaab utha utha k ander se jav toot jata hai phr choor deta hai . jo insaan is stage se agay nikaltay hain wohi kamyaav van jaatay hain isi liay forex main sirf 5% log kamyaab ho Patty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим