Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
    Dear fellow's may aap logo say ye baath share karna chahtha Hoon specially new members say ke wo reading ko ziada serious na Lia karay kion Jo proffisional traders hothay hay wo isay ziada serious nahee lathay agar aap is ko anay zehin k oopar sawaar karthay hay tho ye aap ko bemaar Kar sakhtha hay.
    Forex trading 1 money wala business hai traders care chahiye a bore drilling Karte Honge kabhi bhi tension Na Le Kyunki agar aap is main tension le kar kaam Karenge to Ab Kab blood pressure ho jayega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

      Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai hi Hamen trading karte waqt tension bilkul nahi leni chahie Agar Hum tension Lenge Tu Hamein loss Ho sakta hai aur loss se Hum Aur zyada tension Lenge Jis wajah se hum bimar ho sakte hain Aur Iss Tarah hamara kaam nahi hoga isliye Hamein trading karte waqt tension nahi leni chahiye balke Hamein fresh mind hokar apni tried open Karni chahie Jis Se Hame accha profit hoga Aur Hum Kamyab Honge
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

        Gee dear friend aap ki baat droost hay ky forex main Kam kerny wallon ko relax hona chahay kun ky ager aap tension be main kaam kerain gay too aap ko loss hi loss ho sakhta hay iss liay aap ko trading kerty hoay aap relax ho ker trading kerain gay too aap kamyab hoty Hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X