Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.
    Dear fellow's may aap logo say ye baath share karna chahtha Hoon specially new members say ke wo reading ko ziada serious na Lia karay kion Jo proffisional traders hothay hay wo isay ziada serious nahee lathay agar aap is ko anay zehin k oopar sawaar karthay hay tho ye aap ko bemaar Kar sakhtha hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein tens bilkul bhi na hona chy hamein bas mehnat say kaam ker chy our dil bara hona chy loss ki surat main ghbrana nai chy balke ehtyat say kaam kerna chy.
    • #3 Collapse

      Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

      G Han bilkul Asia hi hai forex trading aik mushkil kam hai or es mein utar charhao hota rehta hai kabhi apko loss ho jata hai to kabhi profit es liye loss ko dil pe na len or es ki itni tenshan na len k ap bemar jo jayen or apki sehat kharab ho Jaye es liye trading ko zehan pe sawar na karen
      • #4 Collapse

        Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

        bohot he ziada tension mai trading karna bohot he ziada risky ho sakta hai . tension mai ager trading ke jiye tu phir traders ke sehat ko kafi problem ho sakty hain. iss liye tension mai trading karna chor daina chaiye kion ke bohot ziada tension laay kar waise b achi trading nai ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

          Trading ko zyada seriously nhe lena chahye agar ap esa karen gy to loss pe ap bhot zyada disheart ho jaen gy aur tention bhi ho gi jo k ap k lye nuqsaandeh hy hamesha relax ho k trading kare mb aur loss k lye aony mind tyyar rakhen agar loss ho bhi jae to ap dobara mehnat karen phir bounas aa jae ga aur apki tradin continued ho jae gi
          • #6 Collapse

            Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

            Jyada acche wala bonus Hasil karne ke liye Hamein Yahan Par post ki quality bahut jyada acche waali rakhni Hoti Hai Itna Jyada Ham 500 words main post Karte Hain Hamein bonus utna acche wala Milega Hamein long time kam karne ke liye acche wala bonus banana padta hai achha bonus Akshay Kaam ke liye ek acche waali planning Hoti Hai Kabhi Hamein Yahan Par Kaam ke time par Nisar Nahin hona chahiye Ek dusre ke sath information ke saath kaam karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

              G han tension kisi bhi business men ya field men kamyab nhi honay deti aur forex trading men bhi tension wala banda kamyab nhi ho sakta tension aik beemari hey aur jo log tension se jan chhura letey hen woh forex trading men zaroor kamyabi hasil kar letey hen
              • #8 Collapse

                Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

                G han sir trading mind game ha hum iss main tab he success hota ahin jab hum iss main mehnaat akrta hain or hum iss main mind sy easy or relax ho kar trading akrrta hain tab he hum iss main success hasil kar sagta hain humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehnaat akrye thky humain iss main acha profit mil sakiye or hum iss main kamiyaab ho sakiye
                • #9 Collapse

                  Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

                  G dear trading mai tenshion humain waqiya bemar kar sakta hai kiyu kay humain kabhi bhi es mai series ni huna chaye kiyubkay es mai hum na tu kuch lagaya ni hota hai kay parshan ho jain balkay koseah karain kay always kush rhain profit mai bhi aur lose mai bhi
                  • #10 Collapse

                    Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

                    Yes jab ham forex mien plan kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien tu as mien her bar ye hi kehta hun k ham ko as mien jab b trade kerna hota h tu ham ko as mien plan karna hota h agar ham as mien paln kerte hen tu ham as mien kaamaee ker sakte hien as lyee her bar ham ko aik mukamal plan karna hota h aur ham ko as mien aik achi zindgi hasil karna hota h jab ham as mien acha kaam ker lete hien tu ham as mien her bar her trade mien kamaee ker sakte hien as lyee mien jab trade kerta hun tu mien as mien aik acha aur umda plan ker k as mien kaam karta hun as lyee as mien ham ko as mien kamaee kerna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

                      Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir Hamen trading ke WaQat tention Kabhi Bhi Lena Nhi Chahiye Koi Forex Main Itni Asani Se Kamyab Nhi Hoty Member KO Forex Main Bohat Ziyada Mehnaat Karna Hota Hai Phr Ja Kar Pak Forex Main Kamyab Hoty Hain KaMyaBi K Liye Member KO Bohat Ziyada Mehnaat Karna Parrta Hai Phr Kamyab Hoty Hain Mehnaat Hi Sab Koch Hota Hai Kamyabi Ke Liye Mehnaat Karo Ge Touhi Aap As Main Kamyab Honge
                      • #12 Collapse

                        Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

                        achi news ho apny junior member kay sath shear karo taa keh wo bhi apna mind acha bana laeen apni ghalti ko bhi shear karo taa keh dosron ko bhi us say kuch seekhny ko mily apny doston ko bhi inviting karo taa keh wo bhi es business say profit hasil kar sakian trading main tantion nahi laini chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                          Dear fellow's may aap logo say ye baath share karna chahtha Hoon specially new members say ke wo reading ko ziada serious na Lia karay kion Jo proffisional traders hothay hay wo isay ziada serious nahee lathay agar aap is ko anay zehin k oopar sawaar karthay hay tho ye aap ko bemaar Kar sakhtha hay.
                          Forex trading Ek Nazar wala business hai aur agar aap is main trading karte hue paise ka tension Le gateau is se aap ka blood pressure high ho sakta hai Jis Se aap aap ki sehat par bhi Bura Asar Padega
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

                            yes aaapne bhto he pyari baat ki hain dear forex trading main agar sirf trade ka sochy gy tu forex main tension bemar kar skta hain dear forex trading asa kaam hain k is main kabi b tension k sath kaam main kamyabi nhe hain fresh mind k sath kare gy kaaam tu kamyab ho skte hain warna kabi b kaambi nhe mile gi forex trading koi jaldbazi ka kaam nhe hain is liye mindpy jaldbazi k sath forex traidng nhe karni chahiye dear
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traiding may tension aap ki bemaar Kar sakhtha hay.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                              Dear fellow's may aap logo say ye baath share karna chahtha Hoon specially new members say ke wo reading ko ziada serious na Lia karay kion Jo proffisional traders hothay hay wo isay ziada serious nahee lathay agar aap is ko anay zehin k oopar sawaar karthay hay tho ye aap ko bemaar Kar sakhtha hay.
                              Forex trading 1 money wala business hai traders care chahiye kewad reading karte hue kabhi bhi tension Na Le Kyunki agar aap is main tension le kar kaam Karenge to Ab Kab blood pressure hi ho jayega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X