Forex may loss may janay wali trade ko kaisay average kia jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Agar aap key pas equity kam reh gayee hy to aap jo trade loss main ja rahi hy, us ko hedging kr lain takeh aap ka loss ruk jaye. Is key bad market ko judge krain aur yeh dekhain karh future main market ki movement kis direction main ho gi. Is key bad aik trade ko close kr key jo loss howa hy us ko recover krney ki koshish krain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      brother app forex mein apney negative trades ko sirf hedge kar sakthey hain aur acha point dekh kar usey phir nekal sakthey hain bas appki hedgin ki knowledge achi honi chahiya k kab aur kitney pips mein hedge ko khulna hai.
      • #93 Collapse

        aap us ke sath aik against trade laga kar account per hedging bhi kar sakte hain lekin aesa tab he kiya ja sakta hai ke jab aap experienced hon or aap ko pata ho ke market kitna up ya down ja kar return ho sakti hai usi surat me heding ki jati hai warna ziada loss me jane ka dar ho to close kar deni chahiye pehle he .
        • #94 Collapse

          forex trading mien apko chahiye ke ap is mien hamesha hi stop los ko laga kar trading karen aur is mien ap kabhi bhi bina stop loss ke trading nahi karen warna apko phir just loss hi hoga.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #95 Collapse

            is main hamain hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade kanry k kabil ho sakty hain it is best
            "The mind is everything, What you think you become"

            اب آن لائن

            Working...
            X