Forex may loss may janay wali trade ko kaisay average kia jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    well my dear friend, meray khayal say sub say pehlay tou humein yehi koshish karni chaheay kay hum kahbi bhi large lot sizes ki trade open na karain jiss ka loss hamara capital bardash na kar sakain, aur ager losses ho jaen tou humein consistently base pey small profit earn karna chaheay ta kay hum apna loss recover kar sakain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Ap us currency pair ki new dekhain net par,agar kisi currency ka koi upcoming event us k haq mein ha to trade ko jari rakhian warna close kar dena chaihiye,additionally stop loss kam lagain aur take profit ziyada.
      • #78 Collapse

        Assalam O Alaikum, forex trading main aap apni loss main janay wali tardes ko do tarha se set ker saktay hain ek to aap hedge ker saktay hain yani same volume wali trade loss wali trade ke against laga ker. Doosra apa partial close ker ke apnay loss ko kam ker saktay hain.
        • #79 Collapse

          hello sir assalam u alikumbhai jaan merey khayal sy to ap ager achey trader ho to ap hamesha tap or sl ke sath kaam kam kero gy ager ap us ke bagair kaam kero ge to pa ko kuch nahin miley ga ap ke liye zaruri hai ke ap tp or sl use kero shukria.
          • #80 Collapse

            is kaam key lie bandey ko risk management aur money management ko samney rakh ker kaam kerna chiee jis ki waja sey bandey ko loss kam hota hai
            • #81 Collapse

              dear brother.........simple c baat hai jb b ap forex trading kr agr ap ki entry loss may chali jati hai to dear ap sl zrore lagaya kry zitna ap loss berdash kr skty hai ....nai to dear yeh forex trading hai ....kisi b wqt helchal mach jati hai.
              • #82 Collapse

                Agar pakistan forex my kisi trader ko har bar bhot zada lose ho ta hy to phr bhi us ki achi halat hotai hy na
                • #83 Collapse

                  jub aap nay transaction sell pay lagaee or woh continusly loss pay jaa rai hai to same pair ko buy pay laga do to meray khayall say aap loss ko cover bhee kr sktay hain or account ko bhe bucha sktay hain.
                  • #84 Collapse

                    bhai forex may loss may jo trade hou rahi hay agar ap unko profit may tabdeel kerna chahte hou tou apko chaeya kay ap forex analysis ko achi tarha say learn kerou and eanrign kerou gay ap inshallah
                    • #85 Collapse

                      brother appko aagar appni losee mein janey wali trade ko bachana hai toh app us trade ko hedge kardein aur dekhien k yeh trade kahan par ja key khulni hai aur phir wahi par ja key is ko khulein.
                      • #86 Collapse

                        es main humen loss ka agr imakan hoto humen es main limit istmal krni chahye jab hum es main ik stop loss ki limit set kr lain gy to humen es main ziada loss nahi hoga or hum es main safe rahen gy
                        • #87 Collapse

                          dear ager ap samnj rahay hain k ap ki trade minus main ja rahi hai to ap ko chaiyeh k is k opposite aik trade lga duyain to ap ko is say faida hail ho ga.
                          • #88 Collapse

                            agar app ko loss horaha hai tou app ous ko close kerde aur next setup ka wait kerahe market mai.aur koish kerahe ke ap jo hai woh hamesha market mai bina sl ke kaam nahi kerahe its risky.
                            • #89 Collapse

                              mazeed loss mai janay ya phir trade ki wja say time waist honay say btchnay k liye hmesha stop loss ko use krna chahiye Q k stop loss hit honay say loss zroor hota hai lakin accoutn wash honay say btch jata hai or trader stop loss say huway loss ko recover krnay mai kamyab ho skta hai.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Agar aap ki trade loss main ja rahi hy to aap ney pehlay to market ko judge krna hy keh kia market key reverse honey key koi chances hain ya nahi hain. Agar hain to aap is ko rehnay dain aur agar nahi hain to aap hedging kr lain ya phir trades ko stop kar dain. Equity par depend krta hy keh aap ney kitna sabar krna hy aur kab lot close krni hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X