forex aik real business hain hum is mai live trading karty hain forex mai hum pairs or currency mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain or trading ky liye sub days he achy hain hum pura week trading kar sakty hain forex trading bohat sy mumalik mai ke ja rahe hain is mai hamara koi boss nahi hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим