metal forex trading, gold , platinium
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    Trading karne k liye zarori nahin k ap currency pe hi trading Karen apko his chez k bare main achi tarah ilm ho ap us pe trading kr sakte hain zayada ter log currency pe trading is liye zayada karte hain k ye jald Profit deta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      g bahi aghr tu humm apni trading main gold ko select karty hain es main apna order set karty hain tu hmain es main bhi currency par he trade lgani hoti hai jesa k aghr tu hum gold ko seel ya buy karty hain tu hmain es main bhi currency ko he demand karna hota hai hum ny just paisun par he trading karni hoti hai es main or kuj nahi karna hota hai forex aik currenc business hai es liye subb tarding dollars par he hoti hai
      • #978 Collapse

        hamain jis metal main ya jis main bi trade karni hoti hai is k bary main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main plane kar k hi hum run karein gay aur is forex main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi bi mushkil na ho saky aur market main trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur earn karein gay
        • #979 Collapse

          hum jab trade karty hin to is main metal ko use karna b sai rhta hay magr humain knowledge ho gi practice ho gi to kam karna sai rhta hay huamin low risk main kam karna start karna ho ga jis say ye ho ga kay market main kam karna humary liye ziada lossfull nai ho ga humain kabhi to acha profit hasil ho sakta hay pairs main trade karna sai hay
          • #980 Collapse

            agar hum metal par trading karna chahty hay to kar sakty hay mery khyal main humary pass metal par trading karnay kay liey experince ziada hona chahiey tab hum forex trading main bohat achy say kamyab ho sakty hay aur humay esmain jald bazi nahi karni chahiey
            • #981 Collapse

              Forex trading men metel pe bhi trade ki ja sakti hai in sab metels men gold pe high level ki trading hoti hai agar hari invest kam ho to hamen gold trading ni kerni chahiye q k ismen movement kafi tez hoti hai gold trading jahan hamen kafi profit gain ker sakti hai wahan pe iss men loss k chance bhi bahot ziada hote hain.
              Hamare liye best ye hai k hamen major cruncees per hi trading kerni chahiye iss ko hamaasani se handle ker saken ge.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #982 Collapse

                agar hum metal par trading karna chahty hay to mery khyal main humary pass ziada experince hona chahiey tab he hum trading achi kar sakty hay aur esmain kamyab ho sakty hay so humay esmain sabar say kam karna chahiey aur lalach main trading nahi karni chahiey
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #983 Collapse

                  agar hum metal par trading karna chahty hay to humay chahiey keh apna balance ziada karen kyun keh kam balance kay sath trading humari theak nahi hoti aur hum market main earn karnay ki bijaye loss karty hay so humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehant karen
                  • #984 Collapse

                    Agar to apka account balance ziada hy to ap sahee annaylsis k sath metal p trading kr sakty ho agar ap ka account balance km hy to apko chahiy k ap currencies p trading kro ta k ap apny account ko ziada loss sy bacha sako
                    • #985 Collapse

                      agar hum gold par trading karna chahty hay to eskay liey humary pass balance bhi acha hona chahiey kyun keh jab humary pass acha balance hota hay tab hum theak say money amangement kar sakty hay aur hum market main acha profit bhi genrate bhi kar sakty hay
                      • #986 Collapse

                        Agar ap forex main trade krty hoy metals pai trade krna chahty hain to ap k pass trading k baray main kafi knowledge ir experience hona chaye q k metals main market bohat tauzi sy move krti hai
                         
                        • #987 Collapse

                          janab ye sab ek trader k uper depend karta hay k wo konsay pair ko select kry mera jo andaza hay agar koi new trader metal ko pay trading karta hay to wo galat hay because new traders metal par kabi kameyabi hasel nhi karty hain un k lye eur/usd aur gpb/usd ya usd/jpy ye sab pair best rahengy
                          • #988 Collapse

                            agar hum gold par trading karna chahty hay to eskay liey humay chahiey experince ko ziada karen kyun keh ziada experince kay sath he humari trading achi hoti hay aur metal bohat tezi say move karti hay agar hum eski tezi kay sath trading ko improve karen gay to bohat acha earn kar skaty hay
                            • #989 Collapse

                              bhai ap nay metal trading k bary ma poocha hay mera experience ais ma boht horrible raha hy ais ki market ko judge krna boht diffcult hy mujy ais ma boht loss nazar aya hy ye account wash kr deta hy likin jin ko ais ki market handle krna ati hy to profit bhi boht hota hy likin ais ky liye ap ky account ma at least 500 doller hony chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                Main aapko Ek Kunda ke agar aap Forex trading Mein Ek new member hai toh aapko chahiye KR currency Mehi trading Kare Kyunki metals Mein Bahut Der Se movement hoti hai aur aap college mein bahut jyada ho sakta hai
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X