metal forex trading, gold , platinium
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    Dear ma ap li bat se agree krta hun gold ma sarif wohi trading kr sakta ha jis k paas full experience ho gol bohat fast currency ha hume is ma knowledge ur experience ki zahrorat hoti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      mere khayal say currency ki trade subs ay best hai myu kay mainay bi aj tak hitni bi learning ki haui is say yehi andazah hua hai kay currency ki trade aik chi tarde hai jis ko samjhna bi easy hai likin others trade tuff hai
      • #948 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: FOREXFUTURE پيغام ديکھيے
        mere khayal say currency ki trade subs ay best hai myu kay mainay bi aj tak hitni bi learning ki haui is say yehi andazah hua hai kay currency ki trade aik chi tarde hai jis ko samjhna bi easy hai likin others trade tuff hai
        ge bhai currencies ke trading ache he aur forex trading mein jo hmein metal ke trading pairs die jate hien woh bhe trading ke lie ache hien aur in se bhe hm acha profit le skte hien aur hmein gold mein trading krne chahe aur gold ke pair ke trend ko smjh kr trading order laga kr trader boht acha profit gold se hasil krta he aur metal trading se ache profit ratio hasil hote he
        • #949 Collapse

          Metals par trading karna intihai profitable lekin risky bhi ha, like gold aik din mein hazaron pips ki movement kar leta ha, is liye metals ki trading kay liye ap ki equity bhi achi honi chahiye. Currency pairs ki nisbat metals bohot profitable hain,
          • #950 Collapse

            forex trading different pairs par hoti hay aur metal par bhi hoti hay mery khyal main agar hum metal par trading karna chahta hay to humay chahiey keh trading ka humary pass ziada experince hona chaheiy
            • #951 Collapse

              mery khyal mn donu py trading ki ja skti hai q k trading k bary mn information or skills strong ho tu kisi mn b trading taugh nh hoti
              • #952 Collapse

                metal trade achi bi hai aur risky bi hai apki trade tub tak risk me hi rehti hai jub ap confirm nai hotay hai kay apko next kya karna hai is liay apko trade ko acha open karnay kay liay us pair kay baray me achi taraha say read karna chaiy
                • #953 Collapse

                  Ap nay metal par trade krnahai tou behatr ya hai k ap gold par trade kray. kyu k gold par trade krnay say ap forex market mai zada earning kr sakty hai kyu k gold market mai earning bohatzada hai.
                   
                  • #954 Collapse

                    metal par trade krna bohar risky hai. metal mai loss bhe zada hai. agr ap nay metalpar trade krna hai tou ap ko zada investment ki zaroorat hai tou ap forex market mai metal par trade kray./
                    • #955 Collapse

                      hum gold main kam karty hain to humain achi eraning hasil ho skti hay magr humain gold main kam karny main kafi acha profit ho sakta hay kun kay gold main kai risk ho sakta hay is main loss ziada b ho sakta hay
                      • #956 Collapse

                        yah market k trend se he ;pta chlta hai k market main kis level par kam krny se hmain lose kam ho ga es liye forex main metal par trading tab profit de skti hai jub market main eska trend ho ga
                        • #957 Collapse

                          hamain sab say pahly learning karni ho gi aur experience hasil kar k hi hum sucess ho skaty hain aur gold ho ya platinuim hamain experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur trend ko use karna ho ga
                          • #958 Collapse

                            kisi bi chez main trade karny k liye hard work karni ho gi auur pahr hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur loss kam ho skay ga aur anlayse kar k earning ho sakti hai
                            • #959 Collapse

                              market main trade karny k liye hard work karni ho gi aur rules ko mind main rakhna ho ga aur kisi bi chz main trade karny k liye experiece hasil karna ho ga ta k loss kam ho skay aur market main earning karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                Hr trader ka apna tariqae qaar hota hae aur koe commaditie pe trade krta hae to koe currency pair pe trade krta hae mgr hr ik pe trade krni chaeay q k bndy ko experience milta hae aur experience b bahot zaroori haie forex trading k liay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X