Confidence ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Confidence ki importance

    G han forex men wohe trader kamyab hota hy jo confidence rakhta ho or lalach na karta ho or emotions men trade na karta ho q k forex men confidence b key of success hy so hamen is men confidence ka sath ni chorna chahey is lye loss k khof na kren bus khud pay confidence krein tab e ap kamyab hongy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Confidence ki importance

      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends iss forex trading main confidence ki zaroorat hoti hai iss say ham ehtyat sy kaam ker sakty hain jis say hamein loss kam our profit zyda ho sakta hai friends hamary andher confidence ka mada hona chy.
      • #18 Collapse

        Re: Confidence ki importance

        Dear friends Forex me kaamyaabi hasil karny k liye confidence bht important hai hum jitni ziyada mehnat aur confident se trading karein gy uska Hume utna e faida ho ga aur hum kaamyaab ho skein gy aur aik successful trader bn skein gy.. Forex me kaam karty huwe confidence bht zaroori hai lekin koshish karein k aap ka confidence maintain rhy aur over confidence me change na ho Jaye..
        • #19 Collapse

          Re: Confidence ki importance

          Forex main hmaien bilkul bhi apny self confidence ko Down nahi hony daina cahiyay kyun ky agar hmara confidence down ho ga to hm achi earning nahi kar sakien gay is liyay agar hmaien forex main loss hota hai to bhi apny self confidence ko km nah hony dain aur khud par bharosa kar ky zyada mehnat say kam shuru karain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Confidence ki importance

            trading mein confidence important hota hai agar hamara confidence strong Hai to hum trading mein acchi nahin kar sakte hain kyunki confidence se Ham trading mein itmad par kam kar sakte hain lekin agar hum dar ke saath kaam karenge to kabhi bhi profit nahin hoga bulke lossy hoga aur positive mind ke sath chat karen agar Ham positive sochenge to positive profit or negative se loss hoga.

            اب آن لائن

            Working...
            X