Confidence ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence ki importance
    Traders ka confidence be key of success ban sakta hay, traders ko market me profit/loss ho to us ka confidence hi us ki positive trading ko maintain rak sakta hay, agar confidence level ko loss kia jaye to traders ki trading performance be negative ho sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence ki importance

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex trading ke confidence la to per hum ko achi earning hoge laken ager hamara pass trading confidence nhi hotee ha to per hum ko achi profit nhi hoge bulka hum ko loss he hoga.....................
    • #3 Collapse

      Re: Confidence ki importance

      Dear friends forex mein confidence ki boht ziada importance hai, es k beghair ap hamesha confuse rahen hay or achay se trading nahi Kar saken gay, jitna ap relax ho k or beghair kisi hichkichahat k Kam karen gay utna apko faida ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Confidence ki importance

        Asslam o alikam dear hume is main himat se kam krna hota ha is business main hume loss k be samna krna parta ha ur profit ka be profit hume tab hi hasil hota ha jab hum is main knowledge ur experience ur confidance se kam krein tu hume is main zada se zada menat krni hoti ha
        • #5 Collapse

          Re: Confidence ki importance

          G han sir bilkul thek kaha ap ny humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehnaat karye thky humain iss main kamiyaabi mil sakiye hum ko apna expreince ko acha bana ho ga humain zada sy zada mehnaat kar k humain iss main apna knowledge ko improver karnam ho ga thky humera main trading main confidence increase ho sakiye or hum achi trading kar sakiye
          • #6 Collapse

            Re: Confidence ki importance

            Dear apki bat thek hai k is mein confidence ki bhut ihmayat hain but ham ko is mein confidence mein rahna chaiye is mein over confidence nahi hona chaiye q k is emin over confidence ham ko is mein loss deta hain is liy ham ko is mein over confidence nahi hona chaiye tabn ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aur 9s mein profit hasil kar sakte hain .
            • #7 Collapse

              Re: Confidence ki importance

              dear friend ap ne thek kaha ke confidence ki importance bohat zeyda hote he Forex trading ku ke bagaer konfidence ke ap kuch bhe nahe kar sakte hen or koi bhe kam ap ka thek nahe hoga islye ap ka confidence level kafi up hona chaye take ap ke har trade ko pehchane me andaza ho jae ke ye trade postive me jae ga ya negative me
              • #8 Collapse

                Re: Confidence ki importance

                Business main hamein confidence k sath work karna parta hai business main ap ko loss bhi ho sakta hai our profit bhi is liye hamein apne confidence ko low nahi karna chahiye balke himmat se kam lena chahiye our jitne confidence k sath ap market main trading karen ge to jald hi ap is business main kamyab ho sakte han
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence ki importance

                  Dear friend forex trading aik profitable business hai ur kesi bhi business men successful huny key confidence pehla step hai . esliye hamesha confidant rhen .
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence ki importance

                    Dear friend forex trading aik profitable business hai ur kesi bhi business men successful huny key confidence pehla step hai . esliye hamesha confidant rhen .
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence ki importance

                      Ji haan doston Forex trading Mein kaam karte hue Hamein chahi ke confidence ke saath kaam Karen kiske Paas confidence hai waha Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakta hai Kyunki confidence wala Banda hi risk leta hai aur jo risk leta hai wahi Jyada profit Hasil kar sakta hai aur wahi Banda Forex trading Mein Ek Kamyab trader Ban sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence ki importance

                        forex par trading karta howa ham logo ko apna knowledge aur expereince par boht hi zada confidence hona chayia aur ham logo ko koi be trdae po[en karna sa pehla apna trade par confidence hona chyaia ka ham logo ka ya trade profit ma zaroor jaya ga uar ham logo ka trade is tyra sa hi profit ma jata ha aur ham logo ko kabhi be apna confidence ko over confidence ma change nai hona dana chyaia
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence ki importance

                          Forex trading ik international online business ha or bht hi profitable ha hir trader k liye traders ko chahye k wo full confidence sy forex my trade kare or koshish kare k ziyda sy ziyda mehnat kar k achi earning hasil kar skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence ki importance

                            G bhai boht achi bat ki hy ap ny...confidence sy he hm.achi or relible trade lga skin gy q k jb hm khud py ykeen rkhin gy or jo trade lgain gy us py confident hongy k thek lgai hy to hm.achy trader bn skin gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confidence ki importance

                              Dear member Hamare Paas best confident Sa Bhi Aata Hai Jab hamen bhi ho ke market Hamare side Jayegi Aur Hum usse Achcha profit Kama Lenge iske liye Hame chahiye ki Ham Pahale Apne knowledge or experience ko Jyada Se Jyada badhane ki koshish Karon aur Market ko acchi Tarah Se analysis karne ki koshish Karon tabhi Hamein best confidence Bhi Hoga Aur Hum accha profit bhi kam Aate rahenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X