Loss ki Wajoohat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    LOss ki wajoohat both kisam ki hoti hai jis trahan is trahan khe de agar kissi k pass knowledge aur experience nahi hota hai wo bhi loss ki waja hoti hai ya kissi k andar greed ziyada hoti hai issi greed ki waja se wo loss kar leta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ji janab loss ki boht wajoohat hoti hy.for example kam ky bary m maloomat ka na hona aur business ki knowledge ka na hona ,skill ki kami ,experience ki kami loss ki waja bannti hy . aur dosera greed main waja hy.jub insan greedy ban jata hy to wo work towaja sy nhi ker pata aur loss ka shikar ho jata .
      • #93 Collapse

        forex me loss ki koi ek waja nahi ho sakti hai hum ko chahye k hum is kam ko samhje aur kare is tarha say he hum koi na koi kam kar sakty hain aur is cheez ko samjh sakty hain.
        • #94 Collapse

          abi tak to yahi seekha he ke sab se pehle achhi trah learning kr ke phir real account mein working krni chaye, or jitna account mien balance ho us ke hisab se trade ki size lagani chahye.
          • #95 Collapse

            loss ki bht sari wajohatt hnn meri nazar mee qk aik tu experiense dosre practice ki kami arr iss ke elava bht see logg greed me profet kmane ke pheche pare rehte hn arr kamm ko samj krr ni karte
            • #96 Collapse

              Forex is not very risky able business or moor people can do this business but i think this business is good profitable.one moor thing is hard work we will be very decisive and as traders we should be able to focus.so it is with discipline.so i just want to say Forex is not very risky and Forex trading is too profitable its really true.
              • #97 Collapse

                g bhai mein apki baat samjh gaya hon ap theek keh rahy hain forex rading mein loss ki waja yehi hai k hamein es k baray mein poori jaankari nahi hoti or hum greedy ban jaty hain rupees k leye hamein es k baray mein pehly traning leni chaheye tb hamein loss ni hoga
                • #98 Collapse

                  mere khayal main loss ki aik bohat bari wajah forex main knowledge ke baghair enter hona hai. jab new trader forex ke baray main required knowledge hasil nahi kartay aur apni live trading start kar detay hain to hu ko heavy losses hotay hain.
                  • #99 Collapse

                    bhai forex mein loss honay k buhat se reasons hotay hain. sab se pehle hamain yeh kyaal karna chahiye k hamain forex k baray mein knowledge ho phir hi ham trade karain. is k elawa lalach na karain aur ziada paise kamane k chakar mein koi shortcut na use karain. apni trade ko ziada loss se bachane kliye stoploss b laazmi use karain.
                    • #100 Collapse

                      abi tak to yahi seekha he ke sab se pehle achhi trah learning kr ke phir real account mein working krni chaye, or jitna account mien balance ho us ke hisab se trade ki size lagani chahye. or boht faida hasil hota hai.fg
                      • #101 Collapse

                        trading mai loss ki first badi wajuhat ap ki jald bazi or jazbat sai lia hua faisla hai jis sai ap ko bht loss ho jata hai casue log is ko use krtay time greed mai a kr aise rules follow ni krtay jis sai wo bht nuqsan uthatay hain is kai liay acha experirnce hna bht zruri hai jis sai ap apna loss kum kr sktay hain
                        • #102 Collapse

                          loss ki bht si wajohat ho sakti hen jesy k jald bazi men traing karna or is k elawa market ko analyze na karna greed karna or phir jaldi jaldi trad lagana,
                          • #103 Collapse

                            dear main jahan tk los ki sub si bari reson jisy manti houn wo aik greed kana nd second jald bazi kana in ki waja sy hi apko loss hota ap ko chaey k ap hamesha soch samgh k treading karo but ap k mind main greed hoti hai jis sy ap ziada ki chah main sub khoch loss kar daty ho
                            • #104 Collapse

                              main loos ki kahi waja hain forex main loos greedy ki waja sa hota hain new mamber ko acha experince aur learn na hone ki waja sa hota hain hum trade discipline aur postive think ka sath nahi karta hain jis waja sa loos hota hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                bhai jan loss ki sub say bari waja ye hai kay ap kay pass trading say related information or knowledge nai hoti jiss ki waja say ap loss kerty ho loss say bachny kay liy ap ko zaida sai zaida learning kerni chahy jiss say ap ko loss nai ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X