Loss ki Wajoohat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    forex trading aiik business hay orrr iss main loss kee bohat sari wajoohat hoo saktee hain jaisay kay non experience or bohat saray loog yeh sooch ker forex trading ko join kertay hhaiin kay woo aik din main ameer ban jaingay..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      dear mere khiyal amin loss kerney ki boht wajhoohat hoti hain dear loss honey k main reason do 3 hain hai jis main ap ka experience ka kam hona or knowledge ka kam hona or lalach kerna forex market main dear
      • #243 Collapse

        g haan g loss ki boht c vajoohaat hein loss sey bachna bot zaroori hai loss sey bachney k liye hmyn ziada sey ziada mehnat karni chahye oor iss ko learn karna chahye achay sey oor iss ko samjhna chahye phir he kuch bana jaa sakta hai iss myn .....
        • #244 Collapse

          loss ki sab say bari waja is market k baray main unawareness hai jis ki waja say aap ko is mian loss ho jata hai or is k elawa aap is main jab b greed karo gay aap ko is main say profit gain nai ho ga
          • #245 Collapse

            ji han forex trading main loss ki bout se waja hain ager seakh kar na karo gay aisy hi trade karo gay Is ke bary main work read karna zaruri hai ager seakh kar kya jaye loss ke bout kam chance hai demo aacout per traning zarure leni chaiye!
            • #246 Collapse

              loss hone ki bohat c wajuhat hai trading men loss hona commen c bat hai kun k forex ek risky market hai es men loss hona ko khas bat nhi hai so humen loss ko face karna chaye ziada tar loss lack of knowledge or proper practice na hone ki waja se hota hai
              • #247 Collapse

                Dear all Pakistan forex forum members Asslamu allikum wa rehmtullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh haramahu bhai ne acha swal kia hai meray point of view se to loss ki jo main wajohat hain wo to yahi hain kay lack of knowledge non experience aur lalach hain agar in pr gor kia jaye aur is thra hum loss se bch sktay hain...
                • #248 Collapse

                  Assalam o alaikum bahi agr ham hardworking kry or apny busienss ki complete learning kr k apna business kre to ham loss bilkul nhe hoga ye boht zarori hy k ham apny business mai dil lga k kaam kry to ham ak bary loss sy bach jaenge.
                  • #249 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
                    Bohat say dost bohat si akoohat share kar rahay hain. Agar ap ko koi experience hay to yaha par zarur share karain.
                    loss hony ki sab sy main wajah ye hoti hy k trader k pas experience nahi hota lakin wo apny aap ko expert samjhta hy jsiki waajh sy usko loss hona start ho jata hy aur wo trading mein successful nahi ban sakta.
                    • #250 Collapse

                      wesay too loss kee baoht see wajoohaat hein yane kay apka forex business kae taraf ziyaada tawaja naa hona or apkaa mind fresh naa hona apke tawaj kese or taraf hona yaa pher apko market kaa guess naa ho yaa pher apkee business kee taraf dilchaspe naa hona
                      • #251 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
                        Bohat say dost bohat si akoohat share kar rahay hain. Agar ap ko koi experience hay to yaha par zarur share karain.
                        jee sir g loss ki bohat c wajohat hai sometime hmari apni galtion ki waja sy hum lossssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssss ssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssss
                        kr bethty hai
                        • #252 Collapse

                          loss ki aik main waja greed bhi ho sakti hai trading na ana alag baat hai magar loss ki main waja lalach hoti hai jo banda lalach karta hai forex me wahi nuqsan uthata hai is lye mere khayal se lalach nahi karna chahiye takey loss na ho sake ham ko .
                          • #253 Collapse

                            je bro loss ki bhut si wajohat hain agar aap k pass forex pe kam karny k liye knowledge or experince ka hona bhut zarori ha agar knowledge nahi hai to is waja se apko loss ata ha
                            • #254 Collapse

                              is business mein loss ki bohot sari wajuhat hoti hein kioun keh yeh aik business hey aur iski apni aik learning hey auraa iske apne rules hein aur agar hum unko without follow kiye is main work kartey hain to hum is main fail hotey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                bhai jan loss ki or koi bhi waja nahe hjo sakti siway lack of knowledge about trading k, agr apk pas trading k knowledge ka samndr hy tu apk pas earned dollar k pahaar hon gy :)
                                Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                                :) MR. TRADER :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X