Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

    Dear friends Forex trading Mein kaam karte hue Hamen Jab loss ho jata hai to Hame chahiye ki hum Apna loss Ho recover Karen loss to recover karna Jyada Mushkil nahin hai agar aap aap nahin aati hain aur thoda bahut aapke paas experience hai to aap lost core cover kar sakte hain last four colour karne ke liye aapko Chhote size ki lot Laga kar apna profit Mein Aana chahie aur jo profit Ho use save Rakhna chahiye aur Koshish Karna chahi Ye Soch Samajh Ke trade lagayein Taake aapko profit Hasil ho aur Las kam se kam ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

      Dear jab ham is mein pahle trade lagate hain aur hamara trade loss mein jata hain aurt nham trade close kar ete hain ya phir is mein hamara stop loss laga hota hain is tarah ham ko loss hota hain aur ham o is loss ko zaror recover karna hoga ham ko is mein dobara trade karna hoga aur hamra wo loss recover ho to ham ko is ein with draw laga sakte hain is mein ham ko iatyt se tarede karna chaye ta k hamar tarde loss mein na jai.
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

        Dear forex friends,forex mein loss ko recover kernay kay lye bhi agar koi strategy banai jaye tou uss sae humain loss ko recover kernay mein bahut aasaani ho gi aur jub tak aap ka loss recover nahin ho jata tou uss waqt tak aap ka profit nahin banta aur agar aap ka account wash ho jaye tou phir aap ko loss recover nahin kerna hota ap ko shaid new account create karna paraa...
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

          bhai forex main loss recover karna mushkil hai lakin yei nahi kay ho nahi sakta ham forex trading main loss ko recover kar saamen fokty hain farz karen agar hamen forex main loss hoagya hai tu hamen himat nahi harni chaea balky apni mehnat ko jari rkahna chaea or us galti ko recover karny ki kkoshish karen or pak forum par posting karen or bonus say dobara trades karen jald nahi par aista iasta cover hosakta hai lakin condition ye hai kay mehnat karty rahen
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

            dear forex main loss ko bhot he easy recover kar skte hain par usk liye time lazmi lagy ga time k hisab say chlna hoga forex main logg easy recover ho jata hain bas loss recover karne main big big lot use na kare forex main jaab b trade kare stop loss k sath lazmi trade kare loss easy recover ho jata hain loss ko recover karne k liye lazmi hota hain k fresh mind k sath trade le pure analiysi k sath trade start akre
            • #21 Collapse

              Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

              Loss ki 2 qisam hain meray khayal mn aik ha floating loss aur aik clsoed loss. Floating loss wo ha jo k abi apka loss chal raha aur apki trade open ha aur wo loss up down ho raha ha jb k closed loss wo ha jo k apko loss ho chuka ha aur apki trdae loss mn close ho gae ha so loss ko recover krna itna asan nai achi planning aur management k sath he loss ko recover kea ja skta ha ic k leay best yahe ha k ziyada bri lot na lgae jaye aur analysis kr k soch samjh k trade lgani chaheay aur available margin ko zarur mad e nazar rakhna chaheay.
              Meray hisab say yeh chnad aisy iqdamaat hain jin pay amal kr k hum loss ko kuch had tak recovr kr sktay hain.
              Kinza789 Trading Journal
              • #22 Collapse

                Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                Forex ek online business hai is business mein jub mehnat kary gay tub humey kamyabi mely ga forex business mein kamyabi k liye mehnat karna bahot lazmi hai mehnat karny say murad ye hai k apko Zaida say zaida time dena hoga fourm per post share karna ho ga aur fourm mein zaida say zaida posts ko read karna ho ga
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                  Boss ham as mien learning ker k apne loss ko recover ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar Jo learn kerta h wo hi as mien earn karta h as lyee ham ko as mien khud k lyee seekhna hota h aur ham ko as mien apne lyee kaam karna hota h jab ham as mien kamyab hote hien tu ham as mien kamyabi hasil kar sakte hien as lyee ham ko as mien demo account per practice karna hota h aur ham ko as mien acha kaam karna hota h aur apni family k lyee acha mustaqbil hasil karna hota h as lyee soch ker kaam karna hota h.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                    Bhi jan hum apne loss ko recover kar skate hain magar is mein humko zada greed nahi karna chahye aur humko is mein apan loss recover karna chahye agar hum apna loss recover karte hain to humko is mein earning kaarne k chances zada ho jarte hain aur humko is mein success ho sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                      DEAR FRIEND hame pahle tu as main demo ka use karna ho gaa q k ham as main demo ka use kare gee tu ham as main se experience hasilkar sake gee agar hamre pass as main experience ho ga tu ham as main trading asani se kar sake gee aor as main se earning bi kar sak egee as liyt hame demo ka use karte rihn chahiy hi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X