Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain
    Forex mein akser logoun ko loss tou hota ho ga aur kya forex mein loss ko recover kerna zaroori hai agar loss ko recover na kya jaye aur uss kay baad humain kisi trade mein profit hota hai tou woh humain milay ga ya loss recovery mein chala jaye ga please apna experiance share kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

    dear friend forex trading mn agr ap bonus pa trade krtay hn aur apko trading mn loss hota ha to apko woh loss lazmi recover krna prhta ha keun k agr apko kisi trade mn profit ho bhi jay to loss recover kiay baghair ap profit withdraw naen krwa sktay
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

      Dear forex mein loss ko recover kernay kay lye bhi agar koi strategy banai jaye tou uss sae humain loss ko recover kernay mein bahut aasaani ho gi aur jub tak aap ka loss recover nahin ho jata tou uss waqt tak aap ka profit nahin banta aur agar aap ka account wash ho jaye tou phir aap ko loss recover nahin kerna hota
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

        lerning zeadasy zeada kryto ham apanylossko asani syhamrecover kr sgtyhy ham sahi kam krsgty hy jb ham aoani lerni g krty hy to ham phr sahi mh ta krty hy jbhmari lerni gsahi zeada hoti hy to ham asnai sy apnyloss ko ham cover kr lyty hy muahkil naia hoti hy hamay
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga k geyser Agar Hum koshish Karenge ki Hamara lock recover Ho Jaaye to Hamein Hamein Sabar karna hoga Kyunki Agar Hum Forex main Sadar Karenge to Fir Hamara loss recover hoyega ghar mein Sadar Nahin Karenge to jaldbazi Karenge to Hamein aur loss ho jayega
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

            Sir hum forex mien aa ker her bar earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as men aa ker khud k lye kuch na kuch hasil kerna hota hai or hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai agar hum as mien aa ker earning ker lety hien tu hum as mien aa ker khud ko aik expert trader prove ker sakty hien as lye hamain as mien her bar kam karna hota hai or earning karna hota hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

              forex main loss ko recover kanry k leay ap k pas acha experience hona zrori hai phir he app loss ko cover kar skaty hain bohut trader ko jab loss hota ha tu jab apna loss recovery akrny lagty hain tu unko aur ziada loss ho jata hai jiss ki wjah kam experience ka hona hai aur proper planing k sath na kam karna hota hai iss lea loss bhi wo he cover kar sakta hai ju market ko samjh sakta hai is leay pehly forex ko market ko achi tarah say samjhain phir loss recover karna asan ho ga..
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex main Apna loss recovery karna chahte hain tu hamesha hi Hoga Kya Main Pakistan Pardes Mein Apne dost ko recover karne ke liye bahut hi jyada mehnat karna padega aur Hamesha Apne seniour se bahut hi jyada Mashwara karna hoga FIR Hum Apna loss recover kar sakte hain thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                  Forex trading aik aisa online buisness ha jis mein profit bhi ha aur loss bhi hota ha aur koi aisa trader ni hoga jis ko kisi na kisi trade mein loss na hua ho lekin loss ko recover bhi kiya ja sakta ha lekin us k liye mehnat bhut zaroori ha jitni zayada mehnat karyn gy practice karyn gy aur forex ko time dyn gy tu trading achi hogi aur loss ni hoga profit hoga lekin jab apko loss ho jis ghalti ki waja se ho tu usko note karyn aur dobara wo ghalti na karyn ta k dobara us ghalti ki waja se loss na ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                    Dear forex members agr hamain forex main loss ho jae to sab say phly us ko recover krna parta hai.Aur agr hamara account wash ho jae to phr recover nhe krna parta.Agr hamain loss hoa hai to us kay leye hamain phly recovery krni ho ge phr hum apna profit withdraw krwa skty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                      Dear member Agar aapko trading karte hue loss hua hai to aap use recover karr sakte hain lekin iske liye aap ko pahle Apna knowledge or experience ko update karna hoga aur Market ko achi Tarah Se Na Lage Karke Phir hi trade Lagana Hoga isliye aap apne dost ko bhi recover kar Payenge aur accha profit bhi Kama Payenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                        Dear frnds agar apko forex ma trading ma loss ho jata ha to apko issy recover krna chae or loss ko recover krny k liye achi strategy bnaen demoo account pa apki jitni practice hogi ap utna hi achy sa kam kr pae ga or loss b recover kr pae ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                          bhi jb forex main loss ho jay usy bhol jana chaihya us wqt q k agr ap us loss ko usi wqt recover krny ki koshish kry gy to ap mazeed loss kr k beth jay gy is lia us wqt mind ko fresh kry or loss ko bhol kr recover krny ko mind sy nikal kr new plan kr k apna analysis sy trade dhond kr apny emotions ko qabo main rakh kr trade main enter ho or ya soch kr k jo earning hogi us ko apni new earning main dalna chahiya na k loss recover krny main lagy rhy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                            bhai jaan app ka question bohat acha hi loss our profit her kam ka hasa hi our lost ko recover krene keli humian chahiye k hum saber se kam le ager kisi ni apni loss ko aik din mi recover krni ki koshish krega to our loss kre ga our profit nhi hoga it is a good question
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein hum loss ko kaisay recover ker saktay hain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
                              Forex mein akser logoun ko loss tou hota ho ga aur kya forex mein loss ko recover kerna zaroori hai agar loss ko recover na kya jaye aur uss kay baad humain kisi trade mein profit hota hai tou woh humain milay ga ya loss recovery mein chala jaye ga please apna experiance share kerain
                              Loss her business ka part hota hai ISI Tarah Forex trading maybe loss important point hai agar trading karte hue aapko loss Ho Jaaye Tu Fikar na Karen lekin Ye try Karen ke apne dost ko small laws may close kar de
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X