Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay
    Dear fellows forex main Kam kerty hoay h feeling per control kerty hamain aapni feeling per control kerty hoyay kaam kerna oor Greed ko control kr len tu aap zaroor kamyabi hasail ker ky rahain ky kun ky lalach bori Bala hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

    G han theyk kaha ap nay agar hm forex main trading ky dauran lalach karain gay to hm forex main kbhi kamyab nahi ho sakty balky is say hmara account bhi wash ho sakta hai agar hm lalach say kam lain gay to kbhi bhi achi earning nahi kar sakty is liyay sab say pehly lalach ko chor dain to hi hm forex main kamyab houn gay
    • #3 Collapse

      Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

      g han dear me apki bat sy itfaq karta hon dear me samjhta hon kah lalach insan ka sab sy bara dushman hai agr ham lalach me a kar trading karty han to ham khabhi bhi profit hasil nhe kar sakty han so dear is me hamen lalach sy bachna chahye or sabar sy kam lena chahye profit or loss dono sorton me
      • #4 Collapse

        Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

        yes,dear apki baat to theek hay magar ham is bimari say itni jaldi nijaat nai paa saktay hain jitna isay aisa kehna asaan hay hamko greed say door honay k liye sab kuch change krna hoga aur agar ham aisa sab kuch krnay main kamyaab hotay hain to ham markeet main bhi kamyaab ho saktay hain jis k liye hamko kuch wakt to lagay ga laikin agar ham aisi koshish kr saktay hain to hamko krni chaye q k is main haamra he faida hay aur jub lalach ata hay to ham apnay knowledge ko bhi bhool jatay hain aur sirf aur sirf tukkay aur aik raat main ameer banny ka khawab he baki reh jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

          Baai Jaan forex trading may ziada thar members lalich may aakar apna account wash karwa dathay hay our oskay baadh yahe sochthay hay ke kaash asa na hotha is liay is kaash say bachnay k liay apnay bonus k hisaab say trading Karay tho kabhi be mayoos nahee hongay.
          • #6 Collapse

            Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

            Dear apki bat thek hai agar hakm is min greed nahi kar te hain to ham ko is mein kamybi yaqqenan ho jat hain aur ham ko is mein mehnat karna chaiye agar ap is mein mehnat kar te hain to apko is min kamybi hasil ho sakte ain agar ap is mein tarde lagate hain tyo apko is mein trade kr te waqat lot isze kam rakhna chiae is mein apko chaiye k ap is mein apna tawaja den is mein apko ehant karna chaiye nagar pa is ein apna dilchapi rakhte hain aur is mein greed nahio kar te hain to ap is mein kamyb ho sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

              Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai agar Hum Pakistan Forex mein bahut hi jyada lalach karte hain aur bahut Bade bread open kar dete Hain To Hamein Pakistan Forex mein bahut bada Khatra ho sakta hai Hamare account ko isiliye Agar Hame Khatron Se Bachana hai aur Hamare account ko save karna hai to Hamein laalach bilkul bhi nahin Karni Hogi Soch Samajh Kar trading Karni Hogi
              • #8 Collapse

                Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                g brother thek kaha ahi ap nay forex main loss ka sab sy bara dushman he lalch hai jiss ki wajh say ap ko loss hota hai ager app greed ko control main rakh lain tu app aik din achy trader ban k ahpny sab dreams ko pora kar sakty hain jiss say ap ko kamyab yakekni ban jaygee aur ap kabhi forex main fail nahi hon gy iss leay ager app nay forex trading main ager app nay success hona hai tu app ko greed ki jan chorni ho gee phir he ap aik professional trader ban sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                  G han bilkul thk kaha Garib par control kar liya J2 aap ki kamyabi Pakki hai Forex trading main main earning ki koi limit nahi hai Jab lalch Mein Aakar badi badi trade open ki Jati Hai To fir loss Bhi Jyada Hota Hai Jyada loss ko recover karna Bi Mushkil Hota Hai weather bade loss ko recover Karte Karte Majeed loss ho jata hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                    Forex aik profitable business ha jis ma ham thoday se waqat ma bohat ziadh profit earn kar skaty hain is lye ziadah tar log forex se aik hi raat ma ameer hona chahtay hain is lye woh profit hasil karnay k greed kartay hain
                    Greed ki sooratain:
                    a. lot size ko ziadah rakhna
                    b. stop loss aur take profit ko use na karan
                    c. baghair sochay samjhay market ma entry lena
                    d. loss wali trades ko chaltay rehnay dena k kabhi to profit aye ga
                    in tamam chezon ma lalach hota ha, agar ham apni trades ma greed ko nikal dain to ham loss se bach skatay hain is lye greed se avoid karain aur rules and regulations ko follow kar k hi trading karain tab hi ham forex ma kamyab ho skatay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                      Dear fellows forex main Kam kerty hoay h feeling per control kerty hamain aapni feeling per control kerty hoyay kaam kerna oor Greed ko control kr len tu aap zaroor kamyabi hasail ker ky rahain ky kun ky lalach bori Bala hay.
                      Assalamu alaikum bhai jaan bilkul sahi baat hai apne andar ki Laaj ko Khatam nahi karte tab tak Hum kamyabi Hasil nahi kar sakte Kyunki Aaj Hi Hua chij Hai Jiski wajah se Hamesha se Insan Pareshan aur Barbad Hota raha hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                        g han thek kha ha ap ne agr hum is main greed trading se door rhe tu hum market ko asani se samj sakte hein is main hume sabro tamal k sath kam krna hota ha market main success wait krne se milti ha jo log is main jald bazi krte hein un ko aksar lose ka hi samna krna parta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke humei chahiye Kaise Mila Le kaam karna Kyunki Agar Hamesha main Kamyab hona hai tu Lachi bahut kam karna hoga jo foxmail aalas karte hain wo Kabhi Kamyab nahi hote Har Waqt unhen loss hi hota hai Agar aapko dekhne ka kya Banna Chahte Hain To aapko ismein lalach nahin karna hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                            Dear aapki baat se agree kerta ho hamen greed se her soorat bachna chahiye agar hum greed per control ker gai to ye samjhe k hum kamyabi ki taraf barh rahe he is liye jitna ho sakta he koshish ker k greed se bache, or ziada se ziada mehnat kia kare.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                              Dear fellows forex main Kam kerty hoay h feeling per control kerty hamain aapni feeling per control kerty hoyay kaam kerna oor Greed ko control kr len tu aap zaroor kamyabi hasail ker ky rahain ky kun ky lalach bori Bala hay.
                              Balaji Traders ki bahut badi mistake hoti hai aur bahut Sare trailers ko Laal Ishq karne ki vajah se bahut Baat kara loss hota hai agar lalach karna Chod De Tu unke most ke chances kam ho jayenge
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X