Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

    assalamu alaikum assalamu alaikum bhai jaan ji haan bhai jaan aap theek kaha hai ki agar Hum Apne greed Ko trading ke Waqt control Karle Tu Hum zaroor Pakistan Pariksha Mein Kamyab ho jayenge aur ismein Kashi attack profit Hasil kar PayengeAgar Hum mehnat karen aur Allah Tala par yakin rakhen Ge to hum zaroor Kamyab Ho Jayenge
    Visit My Profile
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

      G han forex busneis main earning axhri hai is ka ya mtlb ni ky ek hei waqat main boht sara earn kar lia jaiyy tohra tohraa zaidaa hotaa hai forex main daily baisis par kam kar kyy tohra tohra earn karna partaaa hai jo lalch kartyy hai zaida earning ki wo forex main kamyabb ni ho patyyy kamyab wohei hoty hai jo money mangment ko follow kar ky chaltyy hai ..
      • #18 Collapse

        Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

        DEAR agar ham as main kam karte hain aor agar ham as main greed karte hain tu ham as main loss ko control karne keee liyham ko as main greed nahi karna chahiy hai tu hi ham as main loss se bach sake gee aor ham ko as main mistake se bi bachna chahiy hai aor ham ko as main risk bi nahi lena chahiy hai aor ham ko as main har wo kam ko chorna ho gaa jis se ham ko as main loss hota hai un sab ko ham ko chorna ho gaa as liy ham ko chahiy hai kee ham as main an sab par kabo payn tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko as main ache se bi karna chahiy hai bohat h ziada mihnat karna chahiy hai
        • #19 Collapse

          Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Pareshan Kamyab Hona Chahte Hain To Hamein lalach bilkul bhi nahin Karni Hogi Aur Hum Pakistan Forex main ISI Tarah bahut jaldi Kamyab ho sakte hain Varna Hum Pakistan Forex Se Kabhi Bhi accha profit Aasan Nahin kar sakte thanks
          • #20 Collapse

            Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

            g han sir bilkul thek kaha ap ny humain greed ko humain control karna chaiye humain jab be hum iss main kamiyaabi hasil karna chatye hain toh humain iss main hard work karna parta ha mehnaat karni parti ha tab he hum iss main success ko achieve kar sagta hain humain laalach ko dil sy nikal lana chaiye thk humain success mil sakiyee
            • #21 Collapse

              Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

              Iss bat ko tasleem krna chaye greed he humay kabi kamyab nahi honay deti jab trader lalach kerta ha ky osko bohat ziada earn karna ha tabhe wo loss kernay ki janib jata ha islye khod pe hamay control karna chaye aor wo batain avoid karni chaye jo hamay loss dey sakti hain islye greedy kbey na hon.
              • #22 Collapse

                Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                Dear fellows forex main Kam kerty hoay h feeling per control kerty hamain aapni feeling per control kerty hoyay kaam kerna oor Greed ko control kr len tu aap zaroor kamyabi hasail ker ky rahain ky kun ky lalach bori Bala hay.
                Lalaji traders Ki Sabse Badi mistake Hoti Hai Jab Bhi traders trading Karke lalaj karte hain aur bahut jyada profit banane ke try karte hain tu unke loss hone ke chances bahut jyada increase ho Jate Hain
                • #23 Collapse

                  Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                  Yes boss ham ko as mien lalach nahi karna hota h aur ham ko as mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h as lyee khyal karna hota h.
                  • #24 Collapse

                    Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                    g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main greed ko control kare as main loss ko hi control ho gaa as liy aesa karna chahiy hai aor as main greed aik bohat hi bory bala hai agar ham as forex trading main greed karte hain tu ham ko as main bohat zyaeda loss bhi ho sakta hai agar as main ham ko zyada loss ho gaa tu ho sakta hai ke hamara account as main ash ho jay aor agar hamra account as main wash ho gya tu ham ko as main koi fyada nahi hai as main kam karne kaa as liy ham ko chahiy hai ke ham as main lalach na kar hamre liy lalach na karna hi fayde mand hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                      Dear batau aap ki bilkul theek hai lekin is par Aman karna bahut mushkil Haikyunki aaj kal har trader new aur all traders sab ja chahte Hain ki sab ko bahut jaldi nighasan ho aur jyada Rani ke chakkar mein hua bahut jyada loss kar lete hain balke account watch karwa lete hain aur agar gridco control karna Hai to khud par confidence rakhna chahiye aur jaldbazi nahin karni chahiye ya overtrading bhi nahi karni chahiye kyunki agar emotional hokar overtrading karenge to loss hoga aur account was ho jayega.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Greed ko control kr len tu aap ki kamyabi yakeeni hay

                        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS ! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein kesi bhi kaam main lalch nai krni chy balke jitna bhi kam nafah hu us pe sabar krna chy our har hal main ALLAH PAK ka shukar ada krna chy ju hamary naseeb main hota hai hamein wahi kuch milta hai ju kuch hamary naseeb main hota hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X