forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

    Dear forez members forex main hum jitni menat krein gey utni hi success hasil hoti ha is main hum sab se pehly experince ki zahrorat hoti ha ye market knowledge se hi chalti ha kuch news se be market main kafi effect parta ha huma chaia ka zaida sa zaida knowledge gain kara ta ka axhi earnings hasil kar saqa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

      Forex main hm jitni mehnat karain utna hi hmara faida hai kyun ky hm jitni mehnat say forex main kam karain gay itna hi zyada hmaien bonus milly ga sur hm us say achi earning kar sakty hain is liyay mehnat aur lagan say forex main kam karain sur zyada say zyada Time forex ko dain ta ky hm is main achi earning kar sakien
      • #18 Collapse

        Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

        Dear friends Forex me mehnat ki Koi specific limit nai hai jitni ziyada mehnat karein gy uska utna e reward mile ga. Mehnat k bghair kaamyaabi mumkin nai hum forex me jitni ziyada mehnat karein gy uska phl zaroor mily ga aur kaamyaabi hasil ho sky gee.. Forex me kaam karna aasan hai is liye ziyada se ziyada mehnat karein q k mehnat k bghair kaamyaabi mumkin nai..
        • #19 Collapse

          Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain toh Mein Jitna ho sake utna Jyada mat karna chahiye Garam Pakistan Forex mein bahut hi jyada mehnat Karenge to hum Pakistan Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur bahut hi jaldi Pakistan Forex Mein achha profit Hasil kar sakte hain thanks
          • #20 Collapse

            Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

            Dear frnds forex ma ap jitni mahnat krty hain utna ap k liye acha ha q k forex ka jitna knowledge hasil kia jae utna hi kam ha hmen chae k hm forex ma ziada sa zuada mahnat krain or issy achi trah salearn krai taky hm apna trading achi treeky sa kr saken or kamyab ho sken
            • #21 Collapse

              Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

              Dear brother Forex Trading me jitni bhi mehnat karenge wo kam he jitna ho sakta he mehnat kare apni knowledge or experience ko improve karte rahe Forex Trading ka experience kabhi na khtam hone wala experience he her din kuch na kuch naya learn karne ko milega is liye koshish kare k ziada se ziada mehnat or lagan k sath kaam kia kare.
              • #22 Collapse

                Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                DEAR FRIEND Hm as main kam karte hain tu ham ko chahiy hai kee ham se as main jitna ho sake ham ko as main kam karte rihna chahiy hai aor ham agar as ai kam kartehain aor ham as main mihnat nahi karte hain tu ham as main kabi kamyabi hasil nahi kar sake gee as liy ham ko as main kamyab hone kee liy bohat hi ziada mihnat karna ho gaa tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                • #23 Collapse

                  Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                  insan jo bhi kaam karta hy us kaam main kamyab hony ky lie us kaam main maihnut shart hy agr us kaam main maihnut kary ga to us main kamyab ho ga warna to us main kamyabi mushkel hy ab rha keh maihnut ketni karni hy yeh hy us ki apni marzi ki baat but yeh baat hy keh woh jetni mehnut zeyada kary ga utni hi zeyada us ko kamyabi hasel ho gi agr miahnut thori kary ga to us ko kamyabi bhi us ki maihnut ky hesab sy ho gi yeh us ki apny marzi ki baat hy or us main us hesab sy us ko naffah hasel ho ga
                  • #24 Collapse

                    Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                    Forex trading kay liye trader ko har roz mehant kerni perti hay. que kay trader jab bhi koe trade laga rahahota hay aur manage ker raha hota hay us ka mind work ker raha hota hay aur yeah us kay zehn ki mehnat hoti hay kay us ko profit milta rehta hay. is liye forex main unlimited mehnat ki zarorat hay jo kay bad main tarder ki aik adat ban jati hay. is liye bad main yeah mehnat trader ko feel nahi hoti.
                    • #25 Collapse

                      Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                      Dear remember Pakistan Forex Ek Aisa market Hai Jisme Hum daily basic parame mehnat Karni hoti hai aur Apna experience and knowledge ko improved karna Hota Hai Tabhi Hum Aise Mein kamyabi Hasil Ho Pati hai aur Hamein Achcha profit bhi Mil Jata Hai
                      • #26 Collapse

                        Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                        G hanap may teak kaha hy forex trading main ki janay wali mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti is liyay humain chahiye kay apni mehnat ko jari rakhayn tan kay hymain kmyabi hasial hoti rahay mehnat ka phal metha hota hy or is ko zaroor khana chahiye
                        • #27 Collapse

                          Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                          g haan bhai jaan qp ki bat thek kaha hai kee ham sab ko mahnt krni chahey or ager hm sb mahnt he ni kray gy to hm kamyabi hasil ni kr paey gy or hm sb janti be mahnt key ky hamy otna he ous km ka hakk milata ha or hm jb be ksi km my mahnt ay or dil lagta kr km ko pora krty ha chahey wo gr ka ho ya business ka hamy loss ni hota is leay hr km be mahnt kaya bager ni hota or koei km zada aasan be ni hota or forex trading to hm krty ha to wo be hm mahnt sy he krty ha or mahnt sy hm sb ka bonus be boht acha hota hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                            Ji haan sir aapne bilkul sahi kaha hai Pakistani first business ka bahut hi jyada mehnat ka jarurat hai Kyunki Hum Jyada Mein Naat Karenge itna hi jyada Hamen 70 pahuchega kya kar Hamesha pehchana hai apne aap par Umeed Rakhna Hai To Hame Dil lagata saaf karna chahiye aur Jyada Se Jyada mehnat Karne Ki Koshish Karni chahiye Kash Ke Hum Hosh Mein Kamyab ho sake

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X