forex par kitne maihnat ke zarorat hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex par kitne maihnat ke zarorat hy?
    dear friends forex par kitne maihnat ke zarorat hy aur hamen is me kam karty hoey kin kin baton ka khayal rakhna chaheay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

    Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h forex par katni mehnt ki zorat h Mary khyal m forex m ap jitni mehnt karo utni kam h is ly hmy ziada se ziada mehnt krny chyee ta k hmy forex m kamyabi hasil ho
    • #3 Collapse

      Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

      dear es m hmy bht zayada wqt dena parta hai bht mehnat krni parti hai because ye kafi complicated hai esy seekhny ma kafi wqt darqar hota hai "but esy seekhna namumkin nahe hai" agr hm proper mehnat kren to hm km wqt ma hi achy trader bn sakty hain
      Es ma es k rules ko follow krna bht important hai because agr hm es k rules ko follow nahe krty hain to hmara account banned bhi ho skta hai
      Jesy hm es ma fairly work Karna chahiye hai kesi qism ka short cut way na istamal kren gambling avoide kren ,greed bhi na kren q k jb hm lalch ma aty hain to akser glt decision ly lety hain jis wajha se loss hota hai copy pasting se avoide kren ye bhi account block hony ka reason bn sakta hai plus ap es k rules achi trha read kr len or unhi k according kam kren
      • #4 Collapse

        Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

        Dear haam ko is mein mehnat karn chauiye ham ko is mein ach se mehnat karn cahaoie ham ko is mein daily 40 posts kar ne chaiye ham ko is mein ihatyt se kam karn chaiye is mein ham ko jald bazi nahi karn chaiye ham ko is mein sabar k sath kam karn chaiye tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aur is min earning kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

          Sir as mien aa ker as mien hum say jetna ho sakta hai hamain as mien aa ker her bar hard work kerna hota hai or hamain as mien aa ker her bar good time ka wait kerna hota hai or hamain as mien aa ker good time per good trade kerna hota hai jab hum as mien aa ker wait ker k trade kerty hien tu hum as mien zaror earning hasil ker sakty hien or as mien khud ki life ko set ker sakty hien.
          • #6 Collapse

            Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

            Dear friends forex trading men mehnat ki zarurat har step pe hai chahy ap expert trader hi kuin na Hun . forex men jitna mehnat se kam krengy itna hi successful business kar saken gy.
            • #7 Collapse

              Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

              Boss ham ko forex mien had sy zyada mehnat karna hota h aur as mien ham ko meri nazar mien jo mehnat kerta h wo as mien kamaee ker sakta h as lyee ham ko as mien her bar mehnat kerna hota h aur ham ko as mien as had tak mehnat kerna hota h jab tak ham as mien aik kamyab tajir nahi ban sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud ko behtreen sabit kerna hota h aur ham ko as mien sab kuch seekhna hota h aur as mien kamaee kerna hota h as lyee mehnat kerna hota h aur mehnat per mehnat kerna hota h aur kamaee karna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                forex main hum jitni menat krein gey utni hi success hasil hoti ha is main hum sab se pghaly experince ki zahrorat hoti ha ye market knowledge se hi chalti ha kuch news se be market main kafi effoct parta ha hum
                • #9 Collapse

                  Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                  Dear friends forex main ap jitni mehnat karen ge utna hi hum kamyab hon gen success hone k liye bahut ziyada mehnat karni parti hai agar hum forex ko ziyada time den posts karen achi trading karen to hum zaror kamyab ho sakte han our forex main experince our ilm ka hona bahut zarori hai
                  • #10 Collapse

                    Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                    forex main hume chahye k sub se phly apni learning ko sahi karain aur demo account pay practices lain jab tak hume training na ho jain kyu k agr hum bina training ki kam karain gay to loss main he jaain gay aur jitni hum mehnat karain gay utni achi hum earning kar sakty haian is liye start main is ko sahi time dain aur sahi mehnat karain taa k knowledge gain kar laain.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                      Forex business mien zaida say zaida mehnat ki zarorat hai kio k jetna zaida hum mehnat kary gay utna he zaida hum ko acha profits melta hai forex business mein jetna zaida ap mehnat kary gay utna he zaida apko knowledge aur profits mely ga. Kio k forex business mein yahi chize sab say zaida zarori hai mehnat karna aur forex business ko zaida say zaida time dena kafi zaida zarori hai
                      • #12 Collapse

                        Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                        Dear forex mien had sy zyada mehnat karna hota h aur as mien ham ko meri nazar mien jo mehnat kerta h wo as mien kamaee ker sakta h
                        • #13 Collapse

                          Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                          Agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko Yahan Par kuch cheezen ka khyaal Rakhna hoga Jaise ke emotions aur hardworking agar aap apne emotions par control rakhte Hain To aapko Itni hardworking Nahin Karni Hogi Lekin in agar aap hardworking Karte Hain To who is aapko Masjid fayda Hoga aur aap ka business acha hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                            forex main kamyab hony k liye mehnat bahoot zarooriu hai aur hume start main kafi mehnat arni pary gi tab he hum successful ho sakty haain hume phly apni learning pay focus karna chahye kyu k jitni humari achi learning hogi utna acha hum earn kar sakty hain aur profit increase kar sakty haain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex par kitne maihnat ke zarorat hy?

                              dear agar to aap markeet main bilkul new hain to apko achi earning aur kamyabi k liye unlimited mehnat ki zarurat hay aur agar aap pehlay say kuch jantay hain to apko bakhubi yeh jantay hain k iska profit kis hissaab say hay aur kaisay gain kia ja sakta hay laikin hamko in baaton say zara hat kr yeh bho sochna bahut lazmi hay ham kitnay arsay main markeet main achi skills k malik ban saktay hain agar to hamko apnay mined pay aboor hasil hay to hamara markeet main kam say kam mehnat say bahut achi pakkr ho sakty hay aur agar ham achay mined k malik nai hain to hamko bahut ziada mehnat say kaam krna hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X