without confidence ky trading karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: without confidence ky trading karna

    G han bilkul hmaien forex main trading zaroor karni cahiyay lekin jab bhi trading karain to hmara mind fresh hona cahiyay aur mehnat say kam karna cahiyay hmaisha souch smajh kar trading karain aur market ki movement ka khas khayal rakhain to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay pehly experience ko increase karain aur phr hi trading start karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: without confidence ky trading karna

      Dear aapki baat se agree kerta ho without confidence trading kerna buht mushkil hota he or us time trading nahi kerni chahiye jab aapka confidence bahal ho jai to uske baad trading kerni chahiye, trading k liye hamesha apne mind ko fresh rekha kare or kissi kisam ki koi tension na lia kare.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: without confidence ky trading karna

        Trading mein confidence sabse jyada am hota hai agar hum confidence ke sath chat karenge to hamein bahut jyada nahi hogi kyuki confidence hi trading mein sabse jyada kaam karta hai agar hum conference ke saath koi bhi trade open karte Hain to wo bahut accha profit deti hai lekin ek baat yaad rakhne chahi ke jab Ham analysis karle tu kisi dusre senior ho ya junior Ho usse koi bhi trading ke bare mein batchit Na Karen is says trader doublemint ho jata hai aur bahut jyada Na hota Hai apne confidence ke sath chat karen to profit hoga.

        اب آن لائن

        Working...
        X