Why Are We Greedy Every Time.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yuuu hi chala chal rahi yuuu hi chala chal rahiiiiii yehi hai teri duniyaaaaaaaaaaaaaa trading ki ..............................................!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Mostly traders daily target complete kr lenay k bad b zyada profit k liye greed krtay hai or bina analysing k trade ko place krtay rhtay hai esa bilkul wrong hai is trick say hmesha hmay loss hi hoga.Greed nay hmesha insan ko loss hi diya hai kbi benefit nhi diya.isi liye hamy greedy trading say btchna chahiye or complete patience k sath trading krni chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #63 Collapse

        forex trading aik aisa successfull business hay jis me income kay prospects buhat zada hayn log is wajah se is ki traf mail ho jatay hayn kay woh smjhtay hayn kay is me buhat easily dolat kamaii ja skti hay isi liye laluch kertay hayn and maray jatay hayn
        • #64 Collapse

          my dear mein samjta hoon ap ki baat mein wazan hai is ki wajah yeh hai k ham buht km time mein buht ziada profit gain krna chahte hain or apni sab financially related khawaishaat ko poora krna chahte hain jis ki wajah se greedy ban jatey hain jo k ghalt hai
          • #65 Collapse

            Assalamu-alaikum why we are greedy ever time ?? because thats our habit And also nature hum sab main lalach itni bhaar gaie hai kay hum zara zara si chezun per lalach krty hain refferal banany per lalach krty hain trading main laalch krty hain zaida paisy kamaney main lalach krty hain aur result kia ata hai humian loss hota hai bohot ziada loss hota hai
            • #66 Collapse

              Dear Collegue the Question which YOu ask in this post is Awsome any very informative and well mannered I just wanted to say that in my opinion " Even in all Fields Wgen We become greedy we loss all the maount or thing which we want but reason is that it's a human nature that without Greed We Never Succeed
              • #67 Collapse

                insan ki tabiat me lalach hoti hy bht kam log hoty hain jin ko lalach ni hoti hy forex me any k bad bandy ki lalach or ziada ho jati hy jab pata chalta hy k short time me itni achi earning possible hy to log rato rat ameer hony k khoab dekhny lag jaty hain jis ki vaja sy wo apna sarmaya zaya kar dety hain forex me greed bilkul ni karni chahiay q k ya bht risky business hy.
                • #68 Collapse

                  q k aher trader yeh chahta hai ko thoray say waqt main ziyada say ziyada earning kerain and income ko increase kernain ki koshahs kerta hai.
                  • #69 Collapse

                    Yes ye galat tareeqa hai business karne ka. profit ko gradually barhana chaye. jaise jaise experience barhe ga waise waise hi profit bhi barhta jae ga shur main hi ziada profit ka lalach nahee karna cahey
                    • #70 Collapse

                      Daikhain greedy hm uswaqt ho jatay hain jb hm apnay emotions ko control NAE kar paray AGR hm apnay emotions ko control kar lain toa greeday honay ki koe BH zaroorat paish NAE aati
                      • #71 Collapse

                        Yes you are say the right that most of person is greedy. They are earn the big money. But they are wrong. I think that we as earn the money. We are patience in the Forex market. We are perform the good work and earn the money regular base.
                        • #72 Collapse

                          Asslam-o-Alakum my dear brother mare khyal main to hum every time greed is lie kerte hain kuin k hum little time main rich benna chahte hain aur Forex trading se bohat sa profit earn kerna chahte hain.
                          • #73 Collapse

                            forex mein kaam kartay howay kosis kary greedy aur jaldbazi na karay es mein kaam kartay howay hemsha mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga thankful for question
                             
                            • #74 Collapse

                              dear mery khayal mein to greed insan ki nature mein hy is liye forex trading mein jo bhi greed par control kar leta hy wo successful ho jata hy is liye greed ko avoid karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                mere dost forex main tu har kisi ka dil hota hai k wo aj bohat ziyada dollars earn kar le pesa cheez he aesi hai k har koi forex main har waqat greedy rehta hai but ham sab yeh janty hai k greed is a curse is lye dosto ham greed ko avoid kar k he trade karni chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X