Why Are We Greedy Every Time.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    vo is liye ke humain lalach ata hai agar ap lalch len gen to ap is main khabi bi kamyab nahin ho sakte is main kayab hone ke liye ap ko is main mehnut karni pade gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Dear hm is business me greedy is liye hmesha hoty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hmen bht zyada profit hasil hota ha or zyada profit hasil karny k chakar me hm is business me greed se kam laity hain isi liye hmen chahye k hm is business me kam kam profit hasil karen ta k greed nah le kar ayen is business me..
      • #48 Collapse

        Ye market ki quality ha k vo har time aisy halat bna k rakhti ha k insan ko na chahty hoye bhi lalach a jata ha is main ziada say ziada earning karny ka is main traders ka qasoor nahin ha
        • #49 Collapse

          main is ka jawb ye dena chahu ga k insan fitri tor par he greedy hy ye to uski fitrat mae hy k jab usko thora kuch mil jata hy to wo or zayda ki lalch krta hy or usk ly phr wo eport bhi krta hy kue k kam par insan ko taskeen nahi milty is ly wo or k chaker mae parh kr loss krta ha.
          • #50 Collapse

            yahan tak mera khayal hai hum her waqat greedy es liaye banae rahte hain kyun kay humein her waqat jaldi se jaldi rich honay ka bhoot hamare sir par sawar rahta hai. or lalach bohat buri bala hai.
            • #51 Collapse

              insaan ki nature main a k wo kam se kbi b satisfy ni hota jb us ko pasay atay hue nazar atay hain to us ko us se b zayada chaiye hotay hain
              • #52 Collapse

                ap ko greedy nahi hna chayie aur forex aik international legal aur worldwide business hai aur aap kabi bi trading kar saktay hain aur yeh best oppournity hai humary liye aur aap is business mein legal way sy work kary aur apna experince increase kary yehi aap ki success way hai aur jazbati bhi nhi.
                • #53 Collapse

                  ji sure ye waisay bi insan ki nature hai ko wo agar tora sa profit gain kar ley to aik dam ziada ki lalach mein ajata hai aur pher sara loss karnay ke baad araam se beth jata hai.
                  • #54 Collapse

                    greedy hum bohat kartay hain aur aap forex say daily good profit made kar saktay hay but is kay liye aap ko mehnat karni hogi otherwise without learning aap forex say money made karnay mein fail ho saktay hay mein sab ko suggest karon ga kay forex ko learn karay yeh aik great business hay .
                    • #55 Collapse

                      asalam o alaikum dear friendz hum is lie trade mein lalach kerte hain k hamein umeed hoti hai k market hamre hak mein aegi is lie hum trade kerti hai aur natijatan hamien loss ho jata hai
                      • #56 Collapse

                        Because greed is in the nature of people, Its a kind attribute which has been kept in the body of a person, so you can not avoid from this, but only in one condition if you have the fun to control your emotions.
                        • #57 Collapse

                          Actually hum logon ko lalach ki buhat buri beemari hy aur hum raton rat ameer banna chahtey hain. Hamari wishes buhat ziada hain aur hamari income buhat kam. Hamain sabar aur shukar say kam lena chaheye aur jo bhi hamain milay is par shukar karna chaheye. Is say Allah bhi khush hota hy aur aap ko rizq main barkat bhi rehti hy. Yeh to dunya aani jani cheez hy, asal to akhrat ki zindagi hy.
                          • #58 Collapse

                            g han hum boht ziada greed krte hen pr iske liye ye reason he k hum boht jaldi achieve krna chahte hen in our life or isi race ki waja se hum greedy hojate hen
                            • #59 Collapse

                              Hello my dear brother, how are you ? Bhai jaan jb hamain thora sa profit hota hai to hm ye chahty hain k hamain is sy bhi ziada profit ho r hm ziada kamany k chakar ma apna sb kuch ganwa daity hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                ap greedy mat ho aur mein forex par one year say trading kar raha hon shoro mein tu mein nay bhi bahot loss kiya tha jis ki waja say mein nay forex ko seekha tha aur demo account par mein nay bahot ziyada practice ki thi tab ja kar mein nay koi earning ki thi aur ab mein aik good trader ban giya hon .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X