Why should you trade multiple pairs?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Hum bht sa profit earn karny k lie bht se currency pairs k sath trading start kar dety hyn but mei just trading eur/usd k sath he trading karti hon q k ye currency pair bht powerful and stable hai is currency pair se trader bht acha profit earn kar sakty hyn so mei is k elawa koi or currency pair ko use nahi karti.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      thanks dear about this question and i like this good dear because its good for you when you trade in trading
      because in this market can help you dear and if you do this i think its can help you goodly
      • #198 Collapse

        es main app ko some time profit ho jata hai app ko maltipul pair use karne hoge tu app ko ache result milskte hain forex trading main so ap ko es chez k khyal rakhana hog tu app ek ache aur best trader ban skte ho aur app ek kamayab tradr be hoskte ho es main es trha se
        • #199 Collapse

          Forex aik detailed business hey. is meyn aisa nahi ke aap kisi particular ya fix time ke liye sirf aik transaction ker sakty heyn. aap aik waqt meyn multiple transactions multiple is ka benefit yeh hey ke agar aap ko aik transaction meyn loss hoto wo other transactions se profit ke through cover ho jaye ga.
          • #200 Collapse

            ku k hame maloom hai k forex business he ek currency ka dosry currency say lain dain hai yani hum yaha pay ek currency ko exchange kartay hain dosri currency say is lye ham yaha pay pair ki sorat me trade kartay hain.
            • #201 Collapse

              g han hmain ek sey zyada pairs main bhe trading kerni chhaiey wesey kuch trdaers hain jo sirf ek he pair mian trading kertey hain us ke ilawa kis mian trading ni kertey hain akser ager apko ek pair mian koi chanceni nzer a rha to ap kisi aur mian chance hasil ker sktye hian aur us mian tradeopen ker keh profit eran ker sktey hain
              • #202 Collapse

                main ne bi last week different pair main kam kya jis ke netaje main muj ko lasty week 103 dollar ka loss howa hi ab main single pair main kam ker ke koshish kero ga ke apne account ko recover ker sakoo ye aik muskil kam hi magar main asa zaroor kero ga
                 
                • #203 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: khawar پيغام ديکھيے
                  dear mjy tu sirf three he pair bohot pasand hai trading karna k liya eurusd, usdjpy or gbpusd ma tu sirf in he pair per trading karta ho ya phir kabhi kabhi gold ki trading b karta ho.
                  Han bhai hume in pairs se acha profit aata hai lekin mujhe sab se ziyada ERU/USD pair passand hai kiyo ke me ne is pair par trading kar ke kafi profit earn kia hai....
                   
                  • #204 Collapse

                    bhai hum sab pairs per trading kar ke he kamnyabi haislo kar sakty hain kiunke forex me hamesha aik pair se profit nahi kamana chahiye hum ko multiple pairs use karne chahiyen .
                    • #205 Collapse

                      we should deal throughout several frames the reason of the is usually which throughout fx market we should open a deal merely if you have a perfact signal involving going into a deal throughout actual trading consideration therefore we should evaluate additional then one trading graph for this specific purpose.
                      • #206 Collapse

                        Opportunity app koo jis pair mein milti hai app koo wahan trading karni chaiyee, trading kee baree mein kahtee hain kee wait like a crocodile, jaab app koo opportunity mele too phir app pair select kar kee trading karien aur spread bhi check kar lein kee kaam hoo
                        • #207 Collapse

                          Multiple pairs mein trading is liye k profit ziada ho, magar aik pair mein lagatar trading karna asan nai hota, ap ko kafi wait karna parta he next trade kay liye, agar multpile pair ko use karin gay to ap ko free nai behthna pary ga.
                           
                          • #208 Collapse

                            han agr apke pas enough knowledge and enough experience hai forex trading mein to ap multiple pairs
                            pe trading kar skte ho but uske liye ache experience aur knowledge ka hona zarori hai
                            • #209 Collapse

                              ap tarding kisi bhi pair pa kar sakte hian jis pa ap ko lage k ap earning kar sakte hian usi pair pa trading karni chaheye or market ko to daily study karna chaheye es k elawa analysis ko bhi study karte rehan chaheye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                hum es waja say mukhtalif currencies per trading kartay q kay currency up down hotay kafe time be lagata hay our any time per currency per b order nai place nai kar saktay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X