Why should you trade multiple pairs?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1576 Collapse

    mein bi new hon min multiple pair mein pair mein trade he ni karta hon es liye ke agr mein multiple pair mein trade karon ga to mujh ko market ki pahle he samjh ni hai or mein again loss kar lon ga market mein or kuch be hasil ni kar sakon ga es say
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1577 Collapse

      multipal pairs pr hm isliye trade krte krte hai tan tk agar hamen aik pair mn loss hon ho b jy to ham usse 2usre paire se cover kr len lekin ye b koi expert hi kr sakta h in the bigning hamen aik ya 2 paire pe hi trade krna chahiye wo hamare liye behtar hoga
      • #1578 Collapse

        is main wo hi pair use karna ho ga jis main achi trade kar k run karein gay aur experience hasil kar k hi hum sucess ho sakty hain aur knowldge ho ga tab hi hum acha earn karny k kabil ho skaty hain
        • #1579 Collapse

          Dear.mjhy to is k barry main koi khass malomaat nahi hain pairs main trading krnay syy profit acha gain hota hai aur bussiness bhi brh jata hai aur balance improve hota hai
          • #1580 Collapse

            Bahi Jan forex trading mein humein all pairs PR trading krni chahiye aghr him all pairs pr trading krty hain tu humein kabhi bhi loss nhi hota currcurrency pairs bahot hi zaida profit able hain
            • #1581 Collapse

              Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se hr insan ki apni aik choice hoti hy apna mind set hota hy k wo aik pe trade kren multiple pairs pe trade lren jis ko jo behter lgta hy wo wohi sb kuch krta hy bus insan k pas knowledge or experience hona chaey phr chaey wo jis tarah trade kry ye uski apni well and wish hy
              • #1582 Collapse

                Jee ha aap iss mainbajay ek.hi pair pe kam katen market ka rujhan daikh k aapko.iss main diffrent pairs pw kam katna chahiay kun k kabhi kisi mian aapko profit ho ga kun k sab ki market ka hisab diffrwnt hota hai aap jo market ki movemets uar news ka khiyal ralhna chahiay hota hai
                • #1583 Collapse

                  Jab Main Pehle pehel forex market Mein Aaya Tha Main samajhta Tha ke jitne Zyada trading pairs Hum trade Karenge Itna Jyada Paisa kamane gay, lekin baad mein mujhe samajh Aya K Paisa Kamana instruments based nahi hai balkay is ki wajah Hamari strategy hoti hai aur Ab Hamare Paas achi strategy mojud Hai To Hum Jyada paise Kama sakte hain
                  • #1584 Collapse

                    Assalamalaikum to all, Mere thought mei to multee currency pairs mein tradings hergez nahi krana chaeye kuinkaey es sey app kaa money deep risk me chalaa jaata hai aor aap ke sb traedain bara risk mei chalee jaati hein so aap ko yahee naseehat ha key humeshaa aek hi currency pairs mein tradings karna chaeye.
                    • #1585 Collapse

                      Bhae meiry apnaa idea yei he kee humie aik pairs mein aik wakat mein trading krni chaeye aor agr ham multepl pairs istemal akri gey tuo shaed ham as sy atnaa learning na kr pae r agyr woh sb lose mein chalee jay gi tao hamraa lose bhi zeydaa hao gaa as leay humie apnye information kee mutaebek kaam krna chaeye.
                      • #1586 Collapse

                        Is liye ky zeada pairs mein kaam krny sey agr aap ko kisi mei loss bee hao jey to dosraa pairs Us lose ko porraa ker dy gaa, or kabhi aap kaa ayk pairs mein ko variation nei hiotee to dosrey se kaam cahael jaata hai
                        • #1587 Collapse

                          Multiple currancey pairs me tradings krne sy aek yeh fayda hot hai ki ap ke saari ke saari trade loss mein nahin jaati agr 3 loss mein jaen gi to do profits mein bhee hoon gi issi lia laog zaidaa currancey pairs mei tradings krty hein.
                          • #1588 Collapse

                            traders kay multiple pairs pe trade karnay ka matlab yehi hota hai kay zayadah profit mil sakay likin aik new trader ko kabhi bi aisa nai karna chaiy kay jsi say wo bohat i juldi say market me nakam ho jiayaik hi time pe saray pairs pe apko profit nai milta hai
                            • #1589 Collapse

                              Hum bilkul multiple pairs par trades kar saktay hain, aksar major pairs like Eur/Usd, Gbp/Usd, Usd/Jpy, Gbp/Jpy etc mein bohot movement hoti ha, to agar ap in pairs par trade karain gy to ap ko achay pips hasil ho saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1590 Collapse

                                agar hum multipul pairs par trade karna chahty hay to mery khyal main ye achi baat hay kyun keh har time humay aik he pair main achi trade karnay ka chance nahi milta so hu ay chahiey keh har pair par trade karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X