greed, overtradings, indiscipline,emotions.!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    greed to bahut ziada hai yahna par bahut sarey log greed kartey hain aur is ki waja sey wo loss bhi pa jatey hin aur is sey bachna chahie.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business gee haan sahe kaha hay yeh sab woo cheezain hain jo loss ka reason bante hain.
      • #63 Collapse

        Assalam-O-Alaikum dekhain bhai jan forex trading ki jo market hey is me ap ko bohat ahtyat sey kam karna parta hey aur ap is me kabhi be laluch me na ana aur na he kabhi emotional hona nahi to ap ko is market me loss he hoga.
        • #64 Collapse

          forex trading main agar hum greed karen gay to es chakar main humay loss bhi ho sata hay so humay chahiey keh sabar say kam karen tading main ta keh esmain acha profit earn kar saky
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #65 Collapse

            Hume is ma rule ko fallow krna chaiye ur is business over kam nai krna ur hime greed se dour reha ha ye business acha business ha agr hum is ma menat ur experience k sath kam krein gey tu bohat kuch hasil kr sakte hein
            • #66 Collapse

              dear ye wo cheezain hain jin ki waja se ap ko loss hota hy lehaza ap ko chahiye k ap es business ko seekh aur smjh k kam karo agar ap acha kam nhn karo gy tu ap ko reward b acha nhn ho ga soo ap ko mehnat k saht kam karna ho ga,,,
              • #67 Collapse

                dear jab bhe trader greedy ho kr trading kre ga tu wo yaqenan loss he kre ga jo trader forex ko as a business lyta hai wo trader hamesha forex main kamiyabi pata hai hamesha knowledge gain krte hain or apne knowledge ke uper trust kren then profit hoga
                • #68 Collapse

                  Ye tamam cheezain forex traders ki dushman hain. greed ki waja se aap trading main big loss face kar sakte hain. Over trading ki waja se bhi loss hota hai, discipline na hona bhi aik buri baat hai aur finally emotions per control karna bhi har forex trader per lazim hai kiunke is per control kie baghair aap aik acha trader nahi ban sakte ho.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #69 Collapse

                    han g bhai jan ap thek keh rahay hain forex maun kam krtu hoy ye tamam cheezain forex main tradjng krny k liye bohat he ziada buri hain jis sy traders ko loss ho jata hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X