greed, overtradings, indiscipline,emotions.!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed, overtradings, indiscipline,emotions.!.
    These all are diseases in this trading indusrty and many people kept into these ..i also have some emotions when i lose my money but the best way for the muslin,s to offer prayer and come into rality and cool there head,s and do again with enthusiasm..but many people leave this business for ever./.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap na yahan jin cheezo ke baata ke wo cheza har jagha aur har business ma hti ha ais liya ma ap sa ya kahu ga ka ap ko business ma in chezo ka samna krna phar rha ha toa ap waqti tor pr in ka samna kr lae ku ka har business ka start ma mushqilat ka samna toa krna phrta ha..
    • #3 Collapse

      aqal mandi hi isi men he ke jab agar khuda na khuwasta loss hojaye jo kay zayda tar har business men kabhi na kabhi thora bohat hota hi he to phir us business konchor na diya jaye balke us ko samjh kar age barha jaye kyun ke jo loss ko samajh kar age barhta he us ka aik faida yeh hota he ke us ke kaam men aur sharpness ajati he aur woh kafi zayada had tak pehele se behtar us akam ko karne ke qabil hoijata he
      • #4 Collapse

        aqal mandi hi isi men he ke jab agar khuda na khuwasta loss hojaye jo kay zayda tar har business men kabhi na kabhi thora bohat hota hi he to phir us business konchor na diya jaye balke us ko samjh kar age barha jaye kyun ke jo loss ko samajh kar age barhta he us ka aik faida yeh hota he ke us ke kaam men aur sharpness ajati he aur woh kafi zayada had tak pehele se behtar us akam ko karne ke qabil hoijata he
        • #5 Collapse

          forex main kaam karty howe humain apni greed or emtions ko control main rakhna chahye kisi bhi business main greed ka koi kaam nahene hota hay is main apko loss bhi ho sakta hay iski waja say so humain professional trader banny k lye humain greed say bachna chahye
          • #6 Collapse

            joo loog indiscipline sa kaam karta han is ma koi time nai bnata han aur is ma koi kaam nai karta han too woo is ma kamyab nai han wo koi aur kaam jaa ka karan
            • #7 Collapse

              well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex trading kay business mein gredd, over trading, indiscipline aur emotionally trading aur working karnay say humein sirf aur sirf losses he face karna parta hai, iss leay humein khud ko relax kar kay aur cool mind kay saath working karni chaheay...
              • #8 Collapse

                These things are very dangerous at the time of trading because if you will do trading with these things then you cannot make good income from forex market.Do trading with fresh mind and think more about making profit in forex market.
                • #9 Collapse

                  g hanbhai ye sub cheeze he huty hia ju k ham loss ker waty hai hama chaey k in syub scheezun se buch ker tarding kerren.,ye bhiut loss dilaaty hian,.
                  • #10 Collapse

                    g ha dost agr ham forex trading main over trading indiscipline emotions aur greediness pe control nahi kare gay tu ham forex business main kabi b successful nahi ho skty hai aur na he ak good trader ban sakty hai in baato par amal karna bohat difficult hota hai lakin agr kosis ki jae tu in pe kabo paya ja sakta hai
                    • #11 Collapse

                      greed sy avoid karo and discipline kro bcz forex aik aisa business hai jis mein aap ko effort karni parti hia aur forex mein aap ki bad aur good luck hoti hia aur pir aap ko daily profit or loss both hota rehta hia aur studnets ky liye yeh business bohat profitable hai aur aap is business mein acha profit make kar saktay ho.
                      • #12 Collapse

                        if we will control on greed then we will done well trading my friend and then we will share our point view with all of it my friend and that is much easy to understand the important of it my friend
                        • #13 Collapse

                          Assalam O Aalikum, G bhai yeh sab baaten hi loss kerwanay wali hain. Trader ko hamesha patience se kam lena chahiey aur kabhi bhi tardes laganay main jaldbazi se kam nahi lena chahiey. Market ke sahi point ka wait keren to behtar trades lag sakti hain.
                          • #14 Collapse

                            ye tamam chezyn boht he risky hyn agr ye sb ap k andr hyn to ap trade na kryn r forex m na aey wrna ap ko loss k sewa kch b ni mily ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear sir treaidng people lave this business sab say zaida key jani wal business hai forex treading or app sirf ek dollar ki value khud he dekho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X