Loss is first step of success.~.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    mai b dear yahe manta hu k humay shuru shuru mai loss hosakta hai is say humay darna nhe chaiey balke is say humay kafi ache say learn karna chaiey kiu k agr humay forex mai los hota b hai tw hum usay cover b kar sakte hai is say he apki or ache practice b hojati hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      in the beginning every new trader suffer into loss,after few months,the earning from this market is possible but not easy,so if you want more earning from this market,then do more trading with secure and confident market,and earn more from this market.
      • #213 Collapse

        Yes dear jitna apko loss hoga utna hi apko seekhne ko milega forex trading mein koi bhi esa nahi hai jo loss ko face nahi karta har kisi ko loss toh hota hai badhe se badha trader q na ho usko bhi loss hota hai so dear jo jo new hota hai wo samjhta hai k sirf loss hi loss hota hai so loss k dhar se trading karna nahi choren.
        • #214 Collapse

          forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay yeh bat very good or sahe hay kay loss ker kay hee samajh aateee hay profit kernay ke.
          • #215 Collapse

            ji nuqsan to kisi bhi kam myn hosakta hay mager nuqsan ko ainda maddy nazar rakhna chahiy taky ap ainda loss say bachyn or profit gain karyn profit gain kerkay bounus say hi ap earning kersakty hyn or faida hasil kersakty hyn or kamyab hosakty hyn.
            • #216 Collapse

              jee bhai main aap ki is baat se agree krta hun k Forex trading aik aisa business hy k jis mein loss hi aap ko kamyabi ki trf ly k jata hy, jb loss ho jaey to aik wise trader ko chaheay k wo is se seekhy aur isi knowledge ko use kr k aik achi amount earn kry...
              • #217 Collapse

                Loss to hoata he es karobar min aur jeise k apne kaha he k forex trading to aik business he jo loss aur profit dono pe depend karta he agar hum es karobar min ghalati karin ge to loss karin ge hum sabar se taleem hasil karin aur phir trading karin to har ghalati humin sabaq seikhne ka moqa dei gi.
                • #218 Collapse

                  loss hote rehte hain agar loss na hon to kamyabi nhi milti hai ham ko is lye loss hon to un k apni guideline bana lena chahiye or dekhna chahiye ke kahan galati hui ham se ke jis ki waja se ham ko loss face karna para hai .
                  • #219 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum me ap ki is baat sey be agree nahi karta key hum forex trading me pehley loss he karen to pher he is me successful ho saktey hen bal key ager hum starting me he is me achi practice kartey hen aur is ka knowledge hasil kartey hen to bna loss key be is me kamyab ho saktey hen.
                    • #220 Collapse

                      g ha bhai jaan yeh loss bhe hamain bohat kuch sekha jata hai issi liye hamain chaye k hum is main loss ko avoid na karain balky is main loss se bhe learning karain ta k hum profit gain kar saky.
                      • #221 Collapse

                        forex trading main agar humay loss huwa hay to humay chahiey keh esmain theak say mehnat karen kyun keh mehnat karnay say he hum note kar paty hay keh loss is waja say huwa hay usko theak kar sakt
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #222 Collapse

                          dear forex men apko loss ker hi ap sahi terhan se learn kerty hein or jo apny loss kia hai or jis mistake ki waja se kia ha ap is ko future men is per kam ker is se hi earning ker skaty hein
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #223 Collapse

                            Jo log starting main loss uthatey hain, wohi kamyab trader bantey hain. Loss ki waja sey aap ko success ki importance ka ihsas hota hy. Jab tak aap kuch loss nahi karain gey, aap apni trading ko behtar nahi karain gey. Loss ki waja sey aap seekhtey hain aur aap ko apni mistakes ko judge krney main help milti hy.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X