Loss is first step of success.~.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yes loss first step hai success ka aur forex mein aap success ho saktay hay but is kay liye aap ko mehnat ki need hogi yeh aik real business hay aap forex say achi earning kar saktay hay mein chata hon kay aap bhi forex ko ziyada say ziyada learn karay takay aap ka knowledge increase hota rahay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      yes Loss is first step of success and agr to hum iss sy faida hasal kary to hum apni galtiya avoid kar sakty ha or apni earning zada kars akty ha iss ki waja sy
      • #168 Collapse

        dear g hn bilkul mery khayal mein to success ka first step loss hy kyun k jab ap ko loss hoga to ap loss say learn karien gay k loss kyun or kaisay hua hy usi tarah agar ap ko profit hoga to ap learn nhi karien gay is liye loss bohat important hy learn karny k liye
        • #169 Collapse

          koi person kisi kam mai sirf knowledge or practice sy perfect nhi ban jata jab insan loss face krta hai to wo apni mistakes sy earn krta hai or wo chahy ga k wo mistakes dobara na kry.
          • #170 Collapse

            je han ap logo ko loss hey se samaj aye ge aur market may kayse rahna hay ye ap loogo ko ise markte may rah kar samaj ajaye ga thanks. to alll thanks you verry much...
            • #171 Collapse

              mere khyala se ye bat agree krni chaiye k loss is the first step of success q k success ki wja se hi hum learn krna chahtre hen or loss k samne ate hi hum stop krna chahte hen business
              • #172 Collapse

                forex me loss aik pehla step hota hai forex ka is business me loss hote rehty hain lekin losses ko seriously nahi lena chahiye loss ho to usay recover karne ki koshish karni chahiye or is me kabhi bhi zyada greed me nahi parna chahiye takey loss kam ho saken .
                • #173 Collapse

                  han bhai ey tehak hai per us loss s ebhe apko agr skeehna hia tu eh wo loss apko bheter result d eskaat ahi warna bhai roz he loss huta raeh ga,.
                  • #174 Collapse

                    Yes app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn is business me loss hmen bht hota ha or loss se hi hm is business ki kafi achi learning kar sakty hain or loss se hi hmen is business me success bhi hasil hoti ha isi liye loss k waqt sbr se kam laina chahye
                    • #175 Collapse

                      dear app koo loss haw ti un ko ti sucess hoti hay or ye to chalta rehta hay tradding forex ka kaam main
                      • #176 Collapse

                        loss aap ko is business mein ho ga and forex trading aik comfortable aur acha business hai aur mein bi kafi years sy is business par trading kar rah hoon aur smart money make kar rah hoon aur is liye mein ny kabi bi is business ko leave karnay ka socha nai hai hia aur mein always is par trading karo ga aur mein is ko as a life time business join kiya hua hai.
                        • #177 Collapse

                          Es main koi shak nahy ky nuksan to humarye galty sy he hota hay,mager acha insan wo hay jo galty sy sheek kar dobra na wo gahlti kary,forex trading acha business hay es sy fadia lany ka treqa sahe hona chahye.
                          • #178 Collapse

                            ji han app ki bat kuch had tak sahe hy kay jab app ko yahan pa loss ho jata hy or app os sa kuch seek te ho to app success ki tra jate ho is waja sa kabi kab app kay lia loss be acha sabit ho jata hy or app ki learning ko acha banata hy
                            • #179 Collapse

                              han ya b hai bu hum ko is chees pr focus krna chahiya k hum loss kr kr k he success ki trf aty hain hum ko is baat ki tension nhi leni chahiya k hum loss kr rahy hain hum ko us loss sy learn krna chahiya or apni mistake ko find krna chahiya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                jee haan loss kamyabey ke pahley seray hai magar ap apnay loss sy seeknay ke khosis karo na ke apnay loss ko ignor karo loss honay ky baad he ap seeko ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X