Loss is first step of success.~.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    its very true kay kisse bhe kam main ya business main kamyab hoonay kay liyea pehlay uss main loss lazmee hoota hay chahey woo forex trading heee knuu na hoo.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      g haan bilkul teek kaha ha ap na forex aik online bussiness ha aur kisi bi bussiness main profit ya loss to hota ha lakin agar ap ko forex main loss ho jay to ap ko disheart nahi hona chaia ap ko chaia k ap forex apni galtion ko daeikn ta k ap agli bar nuksaaan sa bach sakein
      • #198 Collapse

        May be yes if you are a learner if you not then it is not key of success when you suffer from loss so learn every thing about Forex and earn more
        • #199 Collapse

          Forex trading hi highly profitable online business kaha jata he es min se wo log hi kafi bari earning kar sakte hin jo sabar k sath trading karte hin magar loss ho jaei to bhi bura nahi he loss hota he asal min nateeja humari apni hi ghalati ka hum apni ghalati ko control karin ye success ka pehla zeena hoti he.
          • #200 Collapse

            Ji haan loss har business main success ki pehly serhi hota hai or har bussiness ke liey zarori nahi ka loss se hi start ho but forex main boht ahmiyat rakhta hai.
            • #201 Collapse

              Dear forex trading ak bohat acha business hai aur jb tak hmay loss nahi hota hm sekhtay nahi isi liya khtay hain kay loss first step hai sekhnay kay liya.
              • #202 Collapse

                It is very difficult to get success in any business if want to get success in Forex first you need gather knowledge and information about Forex trad business. also you need increase your trade skill that help you build a good trader in Forex trade business. when you build a good trader you an experience to trading.
                • #203 Collapse

                  forex main hamain jab tak loss nahin hota tu ham is main say earn nahin kar saktay.loss hamara kamiyaab honay k liay phela qadam hai
                  • #204 Collapse

                    well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, meray khayal say koi bhi business ho uss mein humein profit aur loss tou face karna he hota hai, ager hum ye sochain kay humein sirf aur sirf profit he ho tou hum kabhi bhi koi business nahi kar saktay hain, aur losses he humein apnay business mein grow karnay aur better perform karnay mein help out karta hai...
                    • #205 Collapse

                      asalam o alaikum dear friend pakistan forex forum mein agar ham ko koi loss ho jaye to hame us pr naraz nahi hona chahiye and na hi forex threading ko chorna chahiye balke hame or zyada mehnat se kam karna chahiye qk ghaltiyo se hi sabaq milta hai is liye jis ghalty ki waja se ap ko loss ho jaye to ap ko agly bar us ghalty se bachne ki koshish karni chahiye.
                      • #206 Collapse

                        forex main jab hamain loss ho jay tu hamain us loss wali trade ko observe karna chahiay k kiun loss hoa hai
                        • #207 Collapse

                          Without a doubt, should you not get rid of, then you definitely understand absolutely nothing, thus you should do many enterprise while using subsequent rules. Therefore i believe you should do many trade, and then you should do many trade..
                          • #208 Collapse

                            jee han bhai forex his time ham los kertay hain tu is main seekhnay k liay hain bhot kuxh mil jata hi him apni ghti we seekh saktay hain
                            • #209 Collapse

                              ha aesa keh saktya hai k loss be ap k leye ak sekhnay ki stage hai aur es mai ap ko acha experince a jata hai agar ap ne es mai galti ko sahe keya ho tu
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                jee bhai aap ne theek kaha nuqsanaat hi jeet ki seerhi ka pehla qadam hoti hen, traders inhi nuqsanaat se experience hasil kr k future mein aik handsome amount earn krty hein aur continuous in ghalation se seekhy hue sabaq sa profit earn krty hen. isi liay main bhi aap ki baat se 100% agree krta hun.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X