Loss is first step of success.~.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    jee haan loss kamyabey ke pahley seray hai magar ap apnay loss sy seeknay ke khosis karo na ke apnay loss ko ignor karo loss honay ky baad he ap seeko ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      well i dont think so agar aap demo account pay achay say practice krtay hn to lazmi nhe hy kay aap ko loss ho demo account ke facility de he is lya hy takay aap achay say seekh lan i think that
      • #183 Collapse

        g han forex buseinss main kamyab hone k liye loss zror hamen hota hai loss k bina ham is main kamyab nahi ho skte ku k ye buseinss bht risky buseinss hai r is main har kisi ko loss zror hota hai so hamen is main loss hone se pareshan nahi hona chahye......
        • #184 Collapse

          dear aysa koi business nai hy jis main loss na ho humain apny zehan main profit k sath sath loss ko b rakhna chahiyeh lakin humain agar loss ho jy to humain mayoos nai hona chahiyeh balky us mistakes sy sabaq lena chahiyeh aur koshish krain k aynda hum wo ghalti na krain
          • #185 Collapse

            loss ko success ka first step is laye kaha jata hay kuinkay jis time trader ko loss hota hay to wo apni mistakes and apny weak points ko find kar kay is ki practice kar sakty hain aur is tarah next time care fully trade kar kay safe earning kar sakty hain
            • #186 Collapse

              mery khyal sa ap bilkul theak keh rahy ha kissi bhi kam ko kart wqat apko agar loss ho jy to iss ka matlab hota ha k ap kamyabi ki pehli stage par kadam rakh chuky ha na k hamy dil har kr kam bnd kar dyna chaye
              • #187 Collapse

                ap koio bi business start karty ho ap ko loss to ho hi sakta ah ye sochna galt ho ga k ap ko kabi loss nahi ho ga trade main ye kisi or business main loss hoo sakta ha
                • #188 Collapse

                  sir is main hamain start main loss he hota hai profit ke to umeed honi he nai chaye and hamain chaye k hum us loss se learning karain ta k hum next trade main wo mistake na karain balky us ke waja se profit gain karain....
                  • #189 Collapse

                    Loss se beshak hum bohot kuch seekhtay hain but agar continuously loss ho to phir apnay forex trading style ko review karain,knowledge correct and accurate hona chahiye.
                    • #190 Collapse

                      g bhaai jaan drasl ziada to isi tra hota hai ke sub se pehle loss brdasht krna perta hai phir insan ko sameg ati hai kaam ki or ye zrori bhi nhi ke loss se hi success mile ki baar lki chance ki wja se loss se bech jate hai,,,
                      • #191 Collapse

                        kisi bhi bussniess mein success hasil karny kay liye shuru mein aik bar to har kisi ko loss ka samna karna hi parta hai ku kay loss kay agy hi jeet hai agr ap apny us loss se sabaq hasiulo karty hai to.
                        • #192 Collapse

                          Yar i dont think so but ye hai agar hai ke agar ham saab is forex ke business ko samjee pehle or hame pata ho ke kese kiya jata hai ye tu chances kam ho jate heen na loss ke or istara se kam bhi acha haan agar samjo hi nae tu baar baar loss hi hoga
                          • #193 Collapse

                            bilkul sahee kaha hay aapnay kay agar aapko trading main loss naheee howa too aapnay kuch naheee seeekha iss main say forex trading aik aisa business hay jiss main loss lazmee hoota hay..
                             
                            • #194 Collapse

                              dear ap ka sawal bilkul thek ha q keh jo log shoro ma apna forum par nakam ho jata hain asal ma wo kamyab hota hain aur future ma earn gain krta hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Yes you are very right.we shouldn't be scared of the loss because if you once will face the loss it will teach you not to repeat the same mistake again and again

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X