Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai
    DEARS agar ki acha trader hai jo expert ban gya hai wo kabi bi himat nahi harta hai aor sabr se kam leta hai q k sabr karta tu hi us ko as main profit hota hai q k jo acha trader nahi hota hai us ko kabi thora saa bi profit ya loss hota hai tu wo trade close kar dete hain hala kee aik acha trader aesa nahi karta hai woh sabr karta hai kee kab as main profit ho tu trade ko close kya jae aor us ko as main account wash hone ka darr bi nahi hota hai as liy tu woh as forex trading main kamyab hote hain ,,...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

    G han forex trading men acha aur kamyab trader kabi bhi loss se nhi darta aur nah himat haarta hey kiun k loss tu her business ka hissa hota hey iss liay iss ka himat se mukabla karna chahiay aur iss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay aur pahlay se ziyada mehnat karen ta k dobara loss nah ho
    • #3 Collapse

      Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

      yes dear ap ki bat theek hy waqi akser log is forex mai loss ker ker ky akhir kar himat har jaty hy ji ski waja sy wo log is forex ko hi galt kehna start ker dayty hy tabhi hm log ja ker is forex mai kamyab ho sakty hy jab hm log is ko sahi samjh ker is mai kam kerty hy wesy hm log loss ki waja sy ghabrana nahi chahaiy kiyo ky yi aisa kam hy jis mai loss hota rehat hy ap ko laikn ager himat rekhi tu asani ky sath theek ho sakty hy.
      • #4 Collapse

        Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

        Asalmu Alaqun dear member of forex I hope you are right and happy ap ki bat bikul dorost h hmy pak forex m kabi himat ni horni chyee or aik acha trder kabi bi himat ni harta h q k profit loss is part of business
         
        • #5 Collapse

          Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

          yes dear apki bat thek hai aik acha trader kabhi har nahi manta hai ache trader har dam is mein mehnat kar ta hain agar wo is mein mehnat kar ta hain to wo is mein kamyb ho jata hain aur is mein earning kar sakta hain ham ko is mein ihatyt se kam karna chaiye tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

            Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko caehyh k hum ju be trading karin to kabi be himat na harin bulkay hum acahy moqat ka wait karin aur us k bad he trading may koe decision lain aur kamyab hoo
            • #7 Collapse

              Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

              G haan bhai jan apki bilkul sahi hai aik acha trader kabhi nahi harta hain wo is mein mehnat kar ta hain wo aik na aik zaror kamyb hota hain ham ko is mein ihtiyat se kam kran chaiye phir ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aur is mein earn kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                Yes sir forex mien aa ker her wo trader jo himmat nahi harta hai wo he aik acha or expert trader kela sakta hai as lye hum ko as mien aa ker her bar jab bee thora bhut loss ho jaye tu himmat nahi harna hota hai or hum ko as mien aa ker lagatar kam kerna hota hai or hum as mien aik bar nahi to dosri bar as mien success hasil ker sakty hein or profit ko generate ker sakty hien as lye hmain as mien her bar acha ban ker prove kern ahota hai or achi earning kerni hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                  Ha sir apka bat tick hai kamyab trader kabi be lose say nahi darta kio k lose say agar der jay tu acha trader be profits nahi lay sakta forex business mien dil laga kar kam karna chaiye aur dil laga kar kam karny say he Humey kamyabi melta hai hai har time humey chaiye k market ko dek lar trading karna chaiye aur zaida say zaida mehnat karna zarori hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                    Forex trading business ik worldwide online business ha forex ny traders ko opportunity di ha k woo ziyda mehnat kar k apna bonus increase kar skty hain mehnat karNe sy unka experience gain hota ha or wo expert ho jty hain trading business my unko weak or strong points ka knowledge hota ha or wo apne business my ziyda sy ziyda earning karty hain or kbi b himat nai harty agr kbi loss ka smna karna parh jiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                      Yes boss as mien jab ham kaam kerte hien tu hm as mien kaamee ker sakte hien as lyee jo acha tajir hota h wo kabhi b as mien himmat nahi harta h aur jab ham as mien kaam kerte hien tu ham ko himmat nahi harna hota h aur ham as mien himmat kerte hien tu ham as mien kaamee ker sakte hien aur as mien acha ban sakte hien.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                        aik acha trader kabi bi himat nae harta ku ke wo janta hai ke trading main both possible hai loss bi or profit bi or hum ko is main sahi tara se knowledge lene ke liye bohat se hard work ki zarurt hai success hasil karne ke liye tab hum ko is main fida hota hai Forex ki market mai or hum ko is main fida le skte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                          dear himmat harnewalay ka forex ki markeet main koi kaam nai hay agar ham himmat haar gaye to ham markeet say kuch bhi hasil nai kr sakaingay na ham apna lose recover kr saktay hain aur na he ham is main say achi earning kr saktay hain markeet main agar hamko aik wakt profit milta hay to sath he ham next trades main lose bhi kr saktay hain agar ham har wakt is baat say kaam krtay hain k hamko hamaisha profit he milta jaye to ham kabhi bhi achay trdaers nai ban saktay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                            Aapne acche trader ki acchi baat ki hai achha trader kabhi bhi galti nahin karta aur naahi loss karta hai woh achchi planning ke sath achi post karta hai acchi study aur planning se trading karta hai na ki loss karta hai loss joker trading le la le ki wajah se hota hai aur uski wajah se agar risk jyada nahi Lena chahiye aur hamein trading mein rehne ke saath kaam karna chahiye kabhi bhi nahin aata hai kyunki himmat se kaam karta rahega to wo ek din kamyab hoyega aur mehnat aur himmat ki kamyabi dilwale hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                              g haan bhai jaan ap ki bat thek hai as forex trading main aik acha trader kabhi bhi har nahui manta hai as main himat se kam karta rihta hai aor ham ko bhi aesa hi karna chahiy hai as main ham ko himat nahi harna chahiy hai as main ham ko kam karte rihna chahiy hai jab tak ham ko as main kamyab na mil jiy aor ham ko as aiok acha trader ban kar dekha na hai as forex trading main

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X