DEARS agar ki acha trader hai jo expert ban gya hai wo kabi bi himat nahi harta hai aor sabr se kam leta hai q k sabr karta tu hi us ko as main profit hota hai q k jo acha trader nahi hota hai us ko kabi thora saa bi profit ya loss hota hai tu wo trade close kar dete hain hala kee aik acha trader aesa nahi karta hai woh sabr karta hai kee kab as main profit ho tu trade ko close kya jae aor us ko as main account wash hone ka darr bi nahi hota hai as liy tu woh as forex trading main kamyab hote hain ,,...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим