salam dosto main aap se ek baat pochna chahta ho kya hum skrill profit account to account transfer kar sakte hai koi masla to nai banay ga aaj kal insta par withdraw k masla hai kisi ko koi skrill verified nai kar sakta kisi ko withdraw mushkal hai pakistan main or koi bonus account se real account main transfer kar k trading karna chahta hai mujhay umeed hai kuch achay log reply zaroor de gai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим