trade main loos sa hum sekyte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Ofcourse agr forex trading business main loss ho be gya ha to ap sekh skty hain or zada say zada learn kr kay forex trading business main improve kr skty hain to hmain himat nhn harni chahye blky aur mehnat krni chahaye ta k experience barh jaiy aur ap phr ainda ghalti na krain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Asalam o alikum bhai ap n bilkal tek kaha m ap sy agree karta hon forex aik risky business hy hamy experience or knowledge k sath isy m trading krni chaiy phr b agr hamy loss ho to us sy hamy sekhna chaiy k ham sy kahan mistake hoe or wo mistakes phr na karan or successfully k sath profit earn kr skan
      • #183 Collapse

        bhai jaan jub hamain forex amrkit main loss hota hy to hum bht bara sabaq sekhty hain apni galti ko sudharny ka moqa milta hy likin jb loss hota hai to hmain himat nhn harni chahye blky aur mehnat krni chahaye ta k experience barh jaiy aur ap phr ainda ghalti na krain ur markit main profit gain karain
        • #184 Collapse

          g hanju bhe atrder perfact huta ahi wo yaah epr lsos he se sekhta ahi si leye jub bh apko yaha epr loss hu tu apko cahey k yaha epr sekehen aur mehnt kerne,
          • #185 Collapse

            Dear hm is business me tarding se loss se bhi bht khuch sekhty hain kyun k ye aik asa business ha jis me loss se hmen acha lesson hasil hota ha or loss se hm is business me kafi acha experince b hasil kar sakty hain isi liye loss is business ka main hisa ha
            • #186 Collapse

              my dear forex me wo hi successful hota hai jo apni ghaltiyun se sikhte hain aur bar bar wohi ghaltiyan repeat karte hain wo kabhi bhi iss me successful nahi ho sakte wo hi iss se earning karte hain jo apni ghaltiyun se sikhte hain aur unhe phr repeat nahi karte.
              • #187 Collapse

                g han bilkul esa hi hota hey hum trading mey galti se apne liya kuch naya sikhtey hen isi liye humen trading k doran har cheez ko ziada se ziada samjhne ki zarurat hoti he aor jub tak trader apni galti nahi karta hey tub tak wo apni galtion se kuch bhi nahi sikhta hey isi liye a person learns by his mistake.
                • #188 Collapse

                  trade mein loss se ham experience hasil krte hain ke ham ne kon se mistake se is loss ko bear kra hai, phir apne galti ko sahi krte han takke ainda ke liye loss ko ham minimize kr sakein aur profit earn kr sakein
                  • #189 Collapse

                    dear friends and Brothers salaam to all .,.,.,.,.,,. dear aap bay bohat achi baat ki hain i agree with you humein forx main trading karty agar loss ho jata hain toh humein apni galti py parysahn nai hna chaiyen na yeh business chrona chaiyen balky is galti say humein khuch seekhna chaiyen ta kay asi galti hum dobra na karian,.,..,.,
                    • #190 Collapse

                      ab muje itna to pata chal gaya he ke loss kese hota he ur profit kitni mushkil he. muje kayi baar loss o chuka he forex mien lekin abi mera hosla buland he ur mene apne loss se boht kuch seekha b he.
                      • #191 Collapse

                        dear hm forex me hm loss sy just iss trha bach skty hain k hm well planning kar k chalen .... iss liy hmen planning k sath chalna chahiy taa k loss sy bcha jkaa sky or hm earning ko increase kar sken .....
                        • #192 Collapse

                          Ge han my dear han forex trading ma loss sa seekhta han ka ham na kon see galti ke the jiss ke waja sa hma loss ka samna karna para ha or ham apne mistaks ko theek karta han or next time is sa ache trad karta han .
                          • #193 Collapse

                            g han main apki baat say agree karta ho agr humain is forex forum main say loss hota hay to humain ak acha sabik hasil hota hay aur hum apni ghalti ko cover kar k acha earn kar sakty hay next time aur humain chaiy k hum sabar say kam kary ta k humain loss na ho.
                            • #194 Collapse

                              Trade me Kai dafa hamin Los ho jata he lakin agar hum us Los ki waja talash Karin or us se sabak hasil kar ke dobara us ghalti ko na dohrain tu hum acchay trader ban saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                ha g bilkul sekhtya hai dear galti na kare tu ham sekhy kesay hai rues mai elaw koe aur kaam be nahe hai hamaray pass jis mai ham mehnat kare aur pura phal melay hamay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X