trade main loos sa hum sekyte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade main loos sa hum sekyte hain
    forex trade main hum ko jab loos hota hain to hum ko loos sa kuch sekyne ko milta hain kis waja sa loos huwa hain hum us per goor karte hain aur apni is mistake ko countrol karte hain loos sa hum ko forex ka sahi experince hota hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ge han my dear han forex trading ma loss sa seekhta han ka ham na kon see galti ke the jiss ke waja sa hma loss ka samna karna para ha or ham apne mistaks ko theek karta han or next time is sa ache trad karta han .
    • #3 Collapse

      my dear brother of course agr forex trading business main loss ho be gya ha to ap sekh skty hain. or zada say zada learn kr kay forex trading business main improve kr skty hain . or forex trading business main profit kama skty hain. so i am agree............................................. .
      • #4 Collapse

        bilkul hum apni ghaltion sy seekhty b hain humain jb loss hota hai to hmain himat nhn harni chahye blky aur mehnat krni chahaye ta k experience barh jaiy aur ap phr ainda ghalti na krain
        • #5 Collapse

          g my dear ap ne sahi kaha ap ki mistake ap ki teacher b hai ap ko jb loss ho ap ko chahiye k ap positive socho or apni mistake ko analyze kro or kuch sekho ta k ap baar baar k losss se bach sako
          • #6 Collapse

            jee ha sir jee ap bilkol he theek khty ho hamy jin mistyks ke wjha sy los hota hae ham on ko dobara nahe karty balky k or zeyada mehnat karty hae taky agle bar ham los na othana pary bhai jee acha insan who hae jo apne ghlteyo sy sekh jay
            • #7 Collapse

              Yes of course Dear bro ham jab loss krty han to ham ko bohat hi kuch seekhny ko milta han or ham apni mistake ko found krty han or phir un ko avoid krty han ta k next time ham ko loss nai ho or ham handsome profit gain krsaky.
              • #8 Collapse

                Agar hum trading ker rahy he or hum us me loss ho jata he to us ki waha se kuch pareshani to hoti he lekin sath me hi us me hum ko kuch seekhny ko bhi milta he wo is liye k wo loss hum ko aik sabaq de jata he k hum ainda is se bachny ki koshish kren
                • #9 Collapse

                  Ge han my dear han forex trading ma loss sa seekhta han ka ham na kon see galti ke the jiss ke waja sa hma loss ka samna karna para ha or ham apne mistaks ko theek karta han or next time is sa ache trad karta han.skjha
                  • #10 Collapse

                    g mery bhai trade me loss se bot kuch seekhtay hain forex trading aik aisa bussiness hai jiss me app ko loss kr k bot kuch seekhny ko milta hai ap future me apni mistakes nai krty phir un galtion pe kabu paty ho jiss se ap ko loss oa ota hai or phir future me ap un galtion ko na kr k profit kamaty ho
                    • #11 Collapse

                      dear friend insaan jab bhi kaha bhi ghalati karta ha tho on ko is say sikne ka moqa milta ha q ke is say hum apni ghalati ko kam kar saktay hay.
                      • #12 Collapse

                        yes it is very much necessary to learn from mistakes and when one door is closed so many other doors of success are opened for you.
                        • #13 Collapse

                          Bilkul dosto Forex trading main ham apnahonay walayloss say sekhtayhain . wo is tarha kay is loss keyham wajha jan kar is ko apney trading saykhatam kar kayapnayloss ko apnay profit main badal saktay hain .
                          • #14 Collapse

                            g an ap ne sahe kaha insan apni ghlton ke wj ase he bhot koch sekhta ha or forex man bhe asa he jab humko isk bar loss hota ha to hum os ko loss ko dobara nahi dohraty jiss wja se hum ko loss hota ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
                              forex trade main hum ko jab loos hota hain to hum ko loos sa kuch sekyne ko milta hain kis waja sa loos huwa hain hum us per goor karte hain aur apni is mistake ko countrol karte hain loos sa hum ko forex ka sahi experince hota hain
                              bilkul hum apni ghaltion sy seekhty b hain humain jb loss hota hai to hmain himat nhn harni chahye blky aur mehnat krni chahaye ta k experience barh jaiy aur ap phr ainda ghalti na krain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X