Forex ko hum apna career bna skty hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    han ap forex ko apna career bana sakty hy aur ap forex mein rich bhi ho sakty hey lekin yeh bahot risky business hey is liye ap is mien loss bhi ker saktay hay ap ko chyie kay loss say avoid karey and forex ko achi tarha say seekhy takay ap bhi forex ka knowledge get karey aur earning karey .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ha yar hum forex business ko as a professional ly sakty hain and is business ko hum achy se kar k ek success trader ban sakty hain..
      • #48 Collapse

        g bilkul hum forex ko apna career bnaa sakte hain agr forex mein hardwork kia jae aur is ke baare mein experience hasil kar liya jae tu ye eik best business hai aur isko hum apna infuture career bhi bnaa sakte hain aur successful bhi bn sakte hain ..
        • #49 Collapse

          yes of course hum forex ko apna career bna sakthy han.forex business ap sulat provide karta han ap apna career bna saky ap kam balance k sath apna business start karty aur trading ko ap continue rakhy to life main koi problem hai hogay. agar ap ko is business main intrest rakhty han.forex business nay mera career bna da k ab mery postion other trader se best hain muja kafi earning hoty han.
          • #50 Collapse

            Ji blkl hum forex trading ko apna full time profession bna saktay hain mgr us say pehlay humein uski pori proper n complete knowledge lainy chahye aur practice kr k apni skills improve krlainy chahye aur start may part time kam investment say trading start krni chahye aur jb iss may comfortable feel krnay lagay aur profit ratio loss say ziada hojaye tu no harm k aap isay apna profession bna lein.
            • #51 Collapse

              G haan forex trading business is the best or most popular in the world hai is ko ap apna career bana sakty hain or is par apny experience se kaam kar ke kam waqat me bohat acha profit hasil kar sakty hai or apni life ko easy bana sakty hain .
              • #52 Collapse

                Yes Forex ko hum apna career bana sakte hain or mein Forex trading business ko apna career bana raha hun q k Forex aik awesome opportunity hai is mein earning unlimited hai or bohat quick money maki place hai or Forex ko mein kabi leave nahi karo ga.
                • #53 Collapse

                  han forex ko ap apna career bna saktay hy aur forex mein ap ko chayie kay decipline say trading krni chayie kiyon kay yeh aik risky business bhi hay isi liye ap ko market par focus karna hoga and forex ko seekhty rahna chayie takay ap ka knowledge mein har roz izafa hota chalay is tarhamera forex mein acha experience ho giya hay.
                  • #54 Collapse

                    han ap forex ko apna career bna sakty ho aur forex sab kay liye best hay aur hamari new generation kay liye bhi good hay ager ap forex ko pasand kartay hay tu phir ap forex ko sekhy kiyon kay yeh aik nice business hey aur ap forex ko ziyada time spend kiya karay kiyon kay forex say good profit made kar sakty hy aur ap learn krna na bhooly.
                    • #55 Collapse

                      dear friend main ic bat say agree krta hon kay forex trading business main ap boha asaani kar di he jo apni investment se forex ma kaam nahi karna chahte
                      • #56 Collapse

                        je ha bahi is ko hame life time bussienss bana sake ha lakne is ke lye kafe hardworinking kar ke pahle is ka trading knowleged hasile karna ho ga take hame trading se earn kare
                        • #57 Collapse

                          ha forxe ko ham apna career be bana saktya hai keyo k esm ai kafi pesa hai aur ye hamara future be swar sakta hai aur dreams ko pura karnay k leye ye kaif hai
                          • #58 Collapse

                            jee hum isko apna career to nahi bana sakty lekin isko jab tak ho saky aram sy kar sakty hain or is forum ki wajha sy bohut sy log ab is trading ko ba asani kar sakty hain
                            • #59 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: navaidonline پيغام ديکھيے
                              Hello friends mai aap sy yh pochna chahta ho kya aap forex ko apna infuter career bna na chahy gy . agr chahy gy to q . mery kuch friends hai jo bank mai job krty thy lkin jbb banking field mai rehty hoa forex ka pta chla to unho ny bank sy resigine kr ky forex mai hi work start kr lya . kya aap mai sy kisi ny aisa kya hai ?? apni permanent job chore kr FOREX ko join kya hoa .
                              gi han hum forex ko apna career bna sakte hain ager ap is main bohat maher hain ager nahi to ap sara depend is per mat karen kun ke is se loss bi ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Bilkul, hum forex ko apna career bna sakty hein, mager us k liey ap ko seriouse ho ker forex per mehnat ki zroorat hoti hai, or jitna ho saky forex ko deeply learn kerna chahiey, or market news update ki zroorat hoti hai,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X