what is main weakness of new traders?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    the main weakness of new trader or newbie trader in forex world is that they get carried away easily like agar unhoney torey se paisay kama liya toh woh phir se trading kareingay aur market se bahir nahi ayeingay aur over trading karien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      i think new trader ki main weakness ye hoti hai k wo first time ye tradind start karty han. and they did not know much about it so they may be face some difficulties and this is may be the weakness of new traders....
      • #213 Collapse

        new traders ki main weakness ye hoti hai ke wo bohat jaldi is business mien panic hojate hian aur unko is business mien jaise hi loss hota hai wo foran lot barha kar is mien trading karne lag jaate hain aur is business mein unko loss hota hai.
        • #214 Collapse

          bhai jaan jahan tak maira khayal hai r ap nay b shai kaha kay jab new traderz greed mai parr jatay hain tou phir unko loss hna start ho jata hai iss liuye apko chahiye kay ap loss say avoid karain r greed say b
          • #215 Collapse

            Only greed is the main weekness of new and every trader if we control over this then never should stop to get success in the forex trading work hard and Allah pak help you. And you make real success
            • #216 Collapse

              Forex trading min profit bhi he aur loss bhi agar hum lag kar trading karte hin to humari lag kar trading aur experience humin kamyab bana dei gi magar hum ne ye bhi deikha he humari trading min weakness bhi ati he aur weakness jo bhi hoti he wo asal min humari learning ki kami hoti he humin learning ko har waqat barhana chahye.
              • #217 Collapse

                mry khyaal sy aisa hy k new trader ameer hony k liye forex trading ka intkhaab krta hy. . .halan k aisa nai hy. . .is main reasonable profit milta hy . . .mostly log forx ko buniess samjh k kam aik earning machine samjh k enter hoty hain. . .
                • #218 Collapse

                  g ha new trader ki main weakness yahe hai k wo skehta hai nahe aur yaha pe etna pesa dekh kar es ko hasal karnay ki koshish karta hai so wo fail ho jata hai
                  • #219 Collapse

                    weakness new trader ki yahi hoti hai k woh tou experience nahi hota aur shayad agar unko pehle kuch trades mai na kamiabi mile tou woh dil haar jaaye. experience tb he ata hai jab bnda haarta hai aur jeetta hai agar ek insaan jeetta he rahe tou us mai ek tarah ka gamand ajata ahi. tou haar jeet zindagi ka hissa hota hai is me dil nahi haarna chahiye. rahi expeirence ki baat tou unko chahiye k experience traders se raaye le aur pher faisla kare.
                    • #220 Collapse

                      main weekness new treer ki ya hoti h k wo tred k bary main planing nhe kar sakty hain ager wo planing kar len to n ko bohat sara faide ho saka ha or kamyab ho sakty hina
                      • #221 Collapse

                        you are right new traders ko khud py control rakhna chahiy over confidence nahi hona chahiye is sy traders ka he nuksan hoga usk ilawa new traders me or bi boht si weakness hoti hn aksar traders k pas forex ka proper knowledge nai hota experience nahi hota jis ki wja sy unhy loss ko face karna parta hy
                        • #222 Collapse

                          dear weakness ye hy k wo aatay sath learning k bajaye earning ki tarha bahagna start kar dete hain aur os mai acha kam nhn karte es liye smjh k aur seekh k kam karo aur apna faida hasil karo...
                          • #223 Collapse

                            g haan bro greed to ak bht he bari waja hai jsi se loss hota hai zada tar traders ko humein is se bachna chahye aur dusra fear of loss ap ne btaya ha ye b ak bari dusri waja hai loss hony ki log apny accounts isi baat se ya to profit nhi bna paaty agar trade open kren b sahi b ho tb b loss k dar se loss me he close kr dety hain is se confidence b jata rehta hai.
                            • #224 Collapse

                              currency trading mai sab se pehla move succes ka yahe hai kay hum tryout bank account par teaching kare jis se hamara currency trading mai experiance barhe ga or even hame chahye kay hum zayada se zayda strategy examine kary tryout bank account par indicators ko follw kare can be tarha hum currency trading ami jaldi kamyab ho sakty hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                mostly new traders forex trading me buat zada attraction is liye feel kerty hyan kay woh demo me berhi berhi lots use ker kay profit buna kay aye hotay hayn tou woh yahan bhi esi he ghultyan kertay hyn and loss ho jata hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X