dear ab forex main learning k masail bilkul hal ho gaye hain ab agar kuch kami hay to hami main he hay har tarf say ham iska knowledge hasil kr saktay hain yahan tak k ham iska knowledge google say bhi hasil kr saktay hain jo ham sab kay sab say ziada kareeb hay aur asaan kaam hay laikin agar ham mehnat krna he nai chahtay hain to phir har tarf kaam mushkil he hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим