advice for new traders.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bhai jaan main ak new member hon main nay kuch din phaly join kia hay forex par ab mujhe bahut kuch pta chal chuka hay umeed hay agay koi ghalti nahi ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      main new traders sy ye kaho ga k es main apna work manage kr k kren to es main success full reh saken gy or achi earning ka faida utha saken gy warna es main work krny ka koi faida nahi hy
      its my Fb Address
      www.facebook.com/Sunny.Sumra
      Skype: Sunny_Sumra:o
      • #93 Collapse

        forex trading ke liye ap ke pass acha trading ka knowledge hona cahye take ap acha eanr kar sake greedness se dore rahi or monye magment ke sath trading kare
        • #94 Collapse

          these are advices for newbies from my side
          1 learn this business well before entering in live trading
          trade with risk managemnet
          manage your capital
          control your greed
          • #95 Collapse

            Jo b is market mein new araha hai un k liyai advice hai k ap pehlay demo pe achi tarhan training lain ta k ap ko pta lagay k trading kartay kesay hain us k baad apk pas jitna zyada balance hoga utna ap kum loss karwain gay coz is mein jitni zyada equity apki hogi utna e kum chances hon gay k apka balance nill hojay aur is k elawa in ko chahiyai k currency mein deal karain na k gold mein.
            • #96 Collapse

              jab wo shuru main trade kartey hian to un ko nuqsan hota hai magar jab wo is mainexert ho jatey hain to wo is main apna knowledge share nahi kartey.
               
              • #97 Collapse

                jo is business main new treader kam karna chaty hay unko chaiy k wo is business k bary main phaly acha elam hasil kary aur is main acha experiance hasil kary ta k unko is buisness main loss na ho aur wo is buisness main say acha profit hasil kar saky aur kamyab ho saky ..
                • #98 Collapse

                  joniors ko chahiye k wo jab trading karin to is main dilchaspi zahir karain aur is main jitna ho sakey kam valume use karain.
                   
                  • #99 Collapse

                    new traders k liye yeh advive hai k ahar ap yahan par kaam karna start kar rahy hoo toh pele demo account ma practice karo jis se apko yahan par bohat hy faida hoo ga
                    • #100 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: erumabbasi پيغام ديکھيے
                      kuch junior trader mene jahan tak dekha hai kuch ghaltiyan ker jate hain pehle to yeah ke na unke pass strong balance hota hai aur unke knowledge aur experience bhe kafi week hota hai unhe chaye ke wo gold yeah metal mein trading se bachen es mein lss ke chances buhat ziyada hote hain unhe chaye ke currency se apni traing ka gahaz karen
                      thanks bhai jan q ke main bhi is feald main naya hon and i thing ap sahi kah rahe hai is main jap tak ap ke pas expereans or knowledge na ho to ap gold main or matel main trading nahi karsakte hai i thing bahi jan you are right.
                      • #101 Collapse

                        g brother ap ne thek kaha he me ap sub ki in bato ko apnay mind me rkho ga or bhter tareeqay se trading k doran ap dosto k exprince ko use kro ga or zyda se zyda blnce earn kr sko ga. thanks
                        • #102 Collapse

                          new user kay lia mare ye advise hy kay os phale forum ko join kare or jab yahan sab kuch seek la to pri demo account bana la jab demo account may kam karo to real may kam karo pri
                          • #103 Collapse

                            ji apnay bilkul sahihh kaha new rader jin kay pass trading kay baray may less informatoin hoti hai less experience hota hai wo bhot si ghaltian kar jatey hain bhot loss uthatay hain unko losss se bachnay k liye strating me direct high investment nahi karni chaiy balkay low say hi shurra krna cahiyey
                            • #104 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: erumabbasi پيغام ديکھيے
                              kuch junior trader mene jahan tak dekha hai kuch ghaltiyan ker jate hain pehle to yeah ke na unke pass strong balance hota hai aur unke knowledge aur experience bhe kafi week hota hai unhe chaye ke wo gold yeah metal mein trading se bachen es mein lss ke chances buhat ziyada hote hain unhe chaye ke currency se apni traing ka gahaz karen
                              g mai to bass ya he advice kro ga.............kah ap apna knowledge day by day improve kri or seekhta rahai or trading ka doran greed na kri or rhi baat trade kes pa kri to ap metal pa trade na kri for example gold.............but ap currency per trade kri per market ko dakh kr........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Assalam o alikum.....main khud b zada time se nhe but ho mujse b zada new hain jo kuch din pela hi start huwa hain unko yehi khena chahoga k pela sekhn k Forex trading hai kia nd ki kesa jati hai demo account bny uspe ja k kam krn knowledge lain k ap k puri tra Forex smj ay then jb sekh jyn to kam start krn....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X