advice for new traders.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    advice for new traders.
    kuch junior trader mene jahan tak dekha hai kuch ghaltiyan ker jate hain pehle to yeah ke na unke pass strong balance hota hai aur unke knowledge aur experience bhe kafi week hota hai unhe chaye ke wo gold yeah metal mein trading se bachen es mein lss ke chances buhat ziyada hote hain unhe chaye ke currency se apni traing ka gahaz karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    New traders ko advised yeh hai keh woh is kam main agey bher ke trades ko laganay main jald bazi na karain warna un ko loss ka risk rehay ga.
     
    • #3 Collapse

      Bhai meri to new trader ko yahi advice hai k jab bhi koi kam start karo ussay seekh lena chahye q k menay bhi yahi seekha hai loss krkay islye mein yay chahta hon k forex mein anay say pehlay iskay baray mein knowledge hasil karlein aur trading karna seekh lein warna ap apna loss karlengay s mein
      • #4 Collapse

        saber se kam ko karian focsu ko zaora dekhain focus ke bagair apko loss hona ka risk rehta hai. aur is ke leawa apko yahan per laleech se door rehna parta hai.
         
        • #5 Collapse

          ji haan aap sahi keh rahay hain new traders ko gold ke baray mein to bilkul bhi nahi sochna chahiye hai kiun ke un ke paas shuru mein balance itna nahi hota hai ke woh itna bara haath marain shuruwaat hoti hai isliye currency pe he rahain wohi acha hai
          • #6 Collapse

            yar main to new traders ko yahi kehna chahu ga k yar yeh Forex bohat he khubsurat business hai s liye is main koi lalch and jaldbazi na karo balky is main dill laga k kaam karo and yeh ap ke life change kar dy ga....
            • #7 Collapse

              newbies kay liy yh important advice hay kay yahn par pori tawajah kay sath kaam karain awr apni lalch par control kiya jae awr yahn par har opportunity ko avail kiya jae awr mehnat say yahn par earning karain.
              • #8 Collapse

                forex trading main ak new trader ko chhaye kay wo apni trading practice par tawajo day jitna ziada ho sakay demo account ko use karay is tarah wo trading ke basics ko jaldi learn kar lay ga aur apni mistakes ko bhe samjh lay ga demo account ko use karany say ak new trader hamesha jan jata hai kay us nay kaha mistake ke hai aur usay loss kis reason ke wja say howa
                • #9 Collapse

                  Bhai jee meri to new traders ko ye he advice hai k wo forex trading business mein dil laga kar mehnat karain aur demo account per jinti ziyada ho sakty practice karty rahy q k demo account se humain forex ki posri learning hasil ho sakti hai.
                  • #10 Collapse

                    g han ap ne thek kaha new treders ko mai yahi advice donge k jab wo is kam me aen pahly is ke knolage or experience hasil kren or kam investment sy apni treding ststr kren taky loss sy bach agy barhen jald bazi na kren laalch sy dor rahen or achi trha learning k bad real account ke tref aen or success hasil kren
                    • #11 Collapse

                      ji haan apney sahi kaha hain k newbie ko hameha chayhe kknolwedge k sath hi traindg kary yani k knowledge hasil kar k joinkarey forex business ko phr traidng kar k earnig kary
                      • #12 Collapse

                        Mian to new tarder ko yahi kaunga k wo iss main tared krny sy pahly is sko sekhy aur uss k baad he iss main tarde kry tb he wo forex main kamiyab hongy aur unn ko profit hoga .
                        Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                        For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                        • #13 Collapse

                          dear aap ny bohat acha mashwara dya new traders ko i agree with you k new trader ko start men gold waghaira men trading nai krna chahey on ko chahey ky start men currency trading kren or jab on ka acha khasa experience ho jaey tab wo gold trading men risl len.
                          • #14 Collapse

                            g han new trader ko sab se pehle learn karna chahiye aur forex trading main ak new trader ko chhaye kay wo apni trading practice par tawajo day jitna ziada ho sakay demo account ko use karay is tarah wo trading ke basics ko jaldi learn kar lay ga aur apni mistakes ko bhe samjh lay ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              new traders ko me to yehi advise kar sakta hon k sub say pehlay kam ko seekhen us k bad he real account bnanay ka soche ku k ye ek bhot he mehnat walon k lye kam hai aur is ko samjhna chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X