learning ki koi had nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: learning ki koi had nahi

    Hanji bilkul their friends Forex trading Mein learning ki koi had nahin hai aap Jitna Jyada achha hai padheyam knowledge Haasil Karen aur jo bhi aapke paas Forex trading ke bare mein knowledge ke sources Hai unko use Karke Jyada Se Jyada Apna experience aur knowledge ko Badhaye Ja Ke aap apne real account trading mein jyada Se Jyada profit Hasil kar Saken aur iske sath sath Ek accha trader Ki Tarah Zindagi Ho Ja Rahe Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: learning ki koi had nahi

      Hi ji aapne Sahi Kaha Jo log Jyada earning Karte Hain Hamein Unse puch kar trade Lagani chahiye Kyunki Jo log is business mein jyada earning karte hain unko Jada Pata hota hai is business ke bare main unko Jyada experience hota hai unko Pata hota hai ki kab trade Lagani hai aur kaise Lagani Hai is wajah se Hamein Unse Mashwara Le Lena chahiye trade Lagane Se Pahle
      • #18 Collapse

        Re: learning ki koi had nahi

        forex trading ka bsuiness aik aysa business hai jis ka knowledge boht waseh hai es main hum kuj month knowledge gain kar k hum es ko proper hasil nahi kar skty hain forex ka business boht bra hai q k yah pori duniya main phela hoewa hai or duniya ka sub se bar bsuiness hai es liye es ki jitni leraning ki jay kam hai or na he hum yah kah skty hain k hum ny forex ko proper leran kar lya hai forex ko leran karty jaen or forex main apna expiernce bnaty jaen
        • #19 Collapse

          Re: learning ki koi had nahi

          dear forex aik esa business ha jis ka knowldge kbhii bhi khtm nh ho sakta jtna knowldge hasil kar sakty ho karo jinta knowlde ho ga utna faida ho ga apko is ma learning ki koi had nh hotii is liya is ko sekhy k ammal ko jarii rakhna chahye or sath sath kam bhii karna chahye dono taraf sy faida uthana chahye
          • #20 Collapse

            Re: learning ki koi had nahi

            Ap na bilkul theek kaha hy k forex main experience ki koie hud nai hoti hay abi mara sat assa he hoya tha main na eik new experiment kiya jis ki whajha say main mushkil main hoon is liya main manta hoon k forex main her trade eik apna experience la ker aati hay or her trade eik new experiment dati hay
            • #21 Collapse

              Re: learning ki koi had nahi

              G han dost learning ki koi had nhi h ap jitna b learn Kar Len phr b Kam h.hamen forex m Kam k sath sath learning ko b jari rakhna chahye.learning Karen gy to earning ho gi.learning ko Kabhi stop nhi karna chahty.forex ek samandar ki manind h.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: learning ki koi had nahi

                G han dear knowledge jitna hasil kia jaey utna berhta hy. Kisi bhi insan key liey her chez ka ilm hasil kerna mumkin nhen. Isi terhan trading bhi aik waste business hy is main bhi learning ki gunjaesh rehti hey. Apni skill per over confident nhen hona chaey belkeh sekhty rehna chaey.

                اب آن لائن

                Working...
                X