learning ki koi had nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning ki koi had nahi
    pyare dosto is man knowledge haasi karny ki koi had nahi hai ap jitna chahy gy utni knowledge haasi karty rahy gy lekin ye hai k is ki knowledge khatam nahi hoti
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning ki koi had nahi

    Dear forex aek aesa business h k is mai ap ko jitna kniwledge ho utna e kam h or ap kbi b ye nahi keh skty k ap ko sara knowledge hasil ho gya h q k iska kniwledge na khtm hony wala h ap jitna mrzi learn kr lien ap perfect nahi ho skty isliye learning hr stage py jari rkhni chahiye ta k knowledge mai izafa hota rhy
    Thnx
    • #3 Collapse

      Re: learning ki koi had nahi

      is bat men to koi shak nahi k learning ki to wakai koi had nahi kisi b kam ko ap jitna seekhty jao gy wo ap k liye mazeed sawal khary krta rahy ga ye he haal forex learning ka hai jitna ap is ko samajne lagty ho is men samjne ko nei nei baten samne ane lagti hen
      • #4 Collapse

        Re: learning ki koi had nahi

        dosto forex ek great buisness he hmm isme asha profit make kar sakte hein kyo ke is buisness me hmmme bhut sara profit hota he je mera sabse asha online buisness he bhai me isko bhut like karti hun,es main learning koi hadh nahe hoti hai,es liye sekhnay ka amal jari rehna chahye.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: learning ki koi had nahi

          ye to ap na buhut kaam ki baat btayi ha k learning ki koi had nahi ha e sa pihly es baat ka knowledge humain nahi ta ye sub kuch ap k marhon e minnat ha k humain bi ye pata chal geya k learning ki koi bi had nahi ha thanks
          • #6 Collapse

            Re: learning ki koi had nahi

            DEAR ap ki bat sahi hai as main learning koi bi had nahi hai as liy ham ko chahiy hai kee ham as main learning kare agar ham as main laerning karte rahe gee har nahi mane gee tu ham as main kamyab bi ho jiy gee
            • #7 Collapse

              Re: learning ki koi had nahi

              Asalamo alikum dear ferind sae kha ap ny knowleg aek darya h jis ki boat gerai h ap forex k bary mai expert b bn jao lakin phr b ap ko kisi na kisi stage py koi kami nazar ay gi learnig ka amal kbi b khtm nai hota ye step by step bharta reta h
              • #8 Collapse

                Re: learning ki koi had nahi

                G dear brothers aap ki baat daroost hay ky forex main learning ki koi limit nai hay aap rooz kouch naya sakty hain oor aap bary hain ya chooty aap ky knowledge main izafa hota hay oor aap sab doosray members ky knowledge oor experience say seekh ker forex main kamyab ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: learning ki koi had nahi

                  Yes sir ap ki bat right hai k forex mien hum say jetna ho gum ko as mien aa ker learn kerna hota ha agar hum as mien aa ker earning kerna chahty hien tu hum ko as mien aa ker earning kerni ho gi as lye hum ko as mien aik earner ban na hota hai or khud ko forex mien aa ker prove kerna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: learning ki koi had nahi

                    G hain bhai jan jo log forex mein learning karte hain wohi is mein success hote hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chaye aur forex mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur is mein humko zada greed nahi karna chahye aur is mein humko ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein ap zada earning kar skate hain
                    • #11 Collapse

                      Re: learning ki koi had nahi

                      G hen learning ke koe had nae he ager ap chahty hen k learning karean to jitna marze learn karean ap ko learning ka moqa milta he rehay ga lakin ye learning khatum nae ho ge dear ap ke learning jitne ache ho ge ap utna he acha earn kar sakty hen learning ap ke zindgi mn kam aney wale cheez he
                      • #12 Collapse

                        Re: learning ki koi had nahi

                        Knowledge hasil karna bahout hi zyada zaroori hai is ky liyay nah to koi age limit hai nah hi koi aur rokawat, knowledge ky baghair kamyabi bahout mushkil hai jab tak hmaien kisi chez ka knowledge nahi ho ga nah hm usy smajh sakty hain aur nah hi us main aagy barh sakty hain is liyay zyada learning karain aur apna knowledge gain karain ta ky zyada earning ho saky
                        • #13 Collapse

                          Re: learning ki koi had nahi

                          g bilkul sahi kah rahy haain forex main learning ki koi had nahi hoti hai hume daily basis pay kuch na kuch learn karny ko milta hai hume chaahye k hum daily basis pay apni learning ko continue rakhgain is se jitni humari achi learning hogi utrni he humari achi earning b hogi aur hum long term tak market main reh skaty haain.
                          • #14 Collapse

                            Re: learning ki koi had nahi

                            Dear apki bat thek hai k learning k han nahi hai aor agar apko is mein zada earning hasil kar na hai to apko is mein zada learning karna hoga ap is mein jitna bhi learning kar te hain apko is meinse utna hi earning hasil ho sakta hain aor ham ko is mein ham ko pale leaarning kar na hota hain is mein bad mein ja kar ham ko is meine arning hasil ho sakta hain is mein pahle ham ko forex trading sekhan chaiye tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain is mein ap itna bhi zor lagi is mein learning k baghir earning nahi kya ja sakta hain aor is mein earning kar na buhut mushkil hai is mein learning k bagir earning possible nahi hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: learning ki koi had nahi

                              ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon hm isme asha profit make kar sakte hein kyo ke is buisness me hmmme bhut sara profit hota he je mera sabse asha online buisness he bhai me isko bhut like karti hun,es main learning koi hadh nahe hoti hai,es liye sekhnay ka amal jari rehna chahye aur Hamesha hi hoga ki Hamein Pakistan Forex Main Agar learning karni hai to Hame Apne senior se a hard topic par Mashwara karte rehna Hoga Aur Hum Agar Har topic par Mashwara Karenge Tu Hamein Pakistan Forex Mai bahut accha knowledge ho sakta hai thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X