loss akhir kis waja se hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss akhir kis waja se hota hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mehroz khan niazi پيغام ديکھيے
    Dear friend app bilkal theak kha raha hain lakin Jo log jalde main kam karya hain un ka ziada nuksaan hota ha plz SBR sa kam lia Karin orr soch samaj ka tread laghi.karin tha ka app nuksaan sa buch sanky
    Yes dear jo log jald bazi me kam kety hai sabr se kam ni laty in ko hamsa loss hi hota hai hum ko trading me kbi bi jald bazi ni krni chahiy hum ko trade hamsa market ki movement ko dakh kr krni chahiy agr hum trading market ki movement ko dakh kr krty ha to hum krty to hum ko acha profit ly skty hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss akhir kis waja se hota hai

      Forex trading business mein loss hone ki buht si wajoohaat han jn se loss hota hy in mein sab se ehm hy knewledge aur experience ka na hona aur is k elwa bhi hum ko loss apni mistake se hota hy jn mein jald bazi mein trading karna emotional ho kar trading karna greed Karna in sab mistake ko cover karain gay tu loss se bach saktay han
      • #18 Collapse

        Re: loss akhir kis waja se hota hai

        aapne bilkul sahi Baat kahi hai ager aap Pakistan Forex se best profit karna chahte hain to hamein chahiye ki hum Lala ji bilkul Bhi Na Karen Kyunki lalach se main sirf loss hi Milega aur Hamari saree mehnat bekar Jayegi Hamesha hi Ke Hum tabiyat Lagaya Jab Hum market ko achi Tarah Se analyses kar Chuke Ho
        • #19 Collapse

          Re: loss akhir kis waja se hota hai

          Dear brother lose ka main waja ye hota hai k jub be hum trading karty hain tu humaray account mein balance kam hoty hain aur hum multiple trades ko open karty hain ek he time tu ye lose ka sabab ban jata hai lose ka main waja ye hota hai k lots size humey big rakty hai tu is waja say account wash kar detay hain lose asal bari waja ye hai k small balance ka sath trading karna theek nahi hai kio k hum profitable trading nahi kar sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: loss akhir kis waja se hota hai

            Loss honay ki wajohat:
            1. chart ko analyse kye baghair jaldbazi ma market ma entry lena
            2. trend k against trading karna
            3. trading signals k wait kye baghair entry lena
            4. greed karna aur ziadah lot ki trade lagana
            5. apnay emotions pe control na karna
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: loss akhir kis waja se hota hai

              dear hamein aksar loss hamari hi galtio say hota hay hum market ka analysis trading nhi kartay to hamein aksar loss ajata hay agar hum market ka analysis kaam karein ga aur sabar say kaam karein ga to hamein kum hi loss aay ga...................

              اب آن لائن

              Working...
              X