loss akhir kis waja se hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss akhir kis waja se hota hai
    as main ham jab bi trade lagate hain tu ham ko har wakt loss hi hota hai as ki koi waja bi hai ya nahi koi please as ke bare main share kare as ke bare main ham ko bi janna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss akhir kis waja se hota hai

    Dear friend app bilkal theak kha raha hain lakin Jo log jalde main kam karya hain un ka ziada nuksaan hota ha plz SBR sa kam lia Karin orr soch samaj ka tread laghi.karin tha ka app nuksaan sa buch sanky
    • #3 Collapse

      Re: loss akhir kis waja se hota hai

      dear friend forex trading mn loss hmari jald bazi ki waja sa hota ha hm log jb trade lgatay hn to hmen chayay k market ki movement ko achhi trh read kren aur hmesha soch smjh kr trade lgayn ta k loss sa bach sken
      • #4 Collapse

        Re: loss akhir kis waja se hota hai

        Dear friend forex main apko jb b loss ho ta hai to ye apki apni mistake ki wajah sy hota hai q k jb tak apko pta nahi hova k forex main treading kesy ki jati hai ti ap us wakt tak loss he krty rahy gy es ly apko chaiy k apni mistake ko darust karen aut acha experience hasik kar k achi treading karen taky ap ko loss na ho
        • #5 Collapse

          Re: loss akhir kis waja se hota hai

          Dear loss huny ki aik waja nahi ho sakti is k buhat saary reason hain lekin jo sub sy khaas hai wo hai knowledge aur experience ka na huna ziyada tar log isi waja sy loss karty hain
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: loss akhir kis waja se hota hai

            bhaijan aap ne buhat acha sawal kia jab b aaap trade lagana chahte hay to group strategy k mutabiq trade lagana chahea market k analysis karna chahea pher trade karna chahea us may faida or experience hoga aap ka.
            • #7 Collapse

              Re: loss akhir kis waja se hota hai

              loss hamesha apni na ahli ki waja say hota hy , hamen ic mn kafi saari chezon ki waja say loss hota hy , ic aik wajah tou lalach hay jis ki waja say zayada ki hawas mn ham loss kar jaaty hen, experience ka na hona ic mn doosri bari waja hy , jald baazi loss ki teesari bari wajaha hy yeh sab woh wajoohat hy jic mn human factor shaamil hy ic mn ham agar koshish karen tou ic say bach sakty hen.
              • #8 Collapse

                Re: loss akhir kis waja se hota hai

                Sir meri nazar mien jab hum ko a smien aa ker loss hota hai tu as ki bhut see wajohat hoti hien agar hum as mien aa ker experience nirakhty hien tu bee hum ko as mien loss ho sakt ahai or agar hum as mien aa ker greed kerty hien tu bee hum ko as mien aa ker loss ka samna kerna par sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: loss akhir kis waja se hota hai

                  Sir Meri Nazar mien jab hum ko a smirk as ker loss hota hai tu as ki bhut see wajohat Hoti hien Agar hum ko as mien aa ker experience nirakhty hien tu bee hum ko as mien loss
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: loss akhir kis waja se hota hai

                    bhai jan ham ko is mein loss zada tar greed karne ki waja se hoti hai ham ko is mein greed nahi karna caheiye tab ja kar ham is mein earning kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss akhir kis waja se hota hai

                      bhai jaan ham ko as main loss as liy hota hai q k ham as ain demo use nahi karte hain agar ha as main demo ka use kare gee tu hi ham ko as main profit mele gaa as liy ham ko chahiy hai kee ham as main risk bhi na le tu hi ham as main kamya nahi ho sake gee
                      • #12 Collapse

                        Re: loss akhir kis waja se hota hai

                        Boss ham as mien nuqsan sirf lalach kerne ki waja sy hota h agar am as mien lalach kerte hien tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien ham ko acha kaam kerna hota h aur ham ko as mien her bar loss ko kam kerna hota h aur ham ko as mien her bar koshesh kerna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss akhir kis waja se hota hai

                          sabar ka na hona loss ki sab say barri wajah hai ,forex men patience kerny se kam men improvement ati hai kay jab trades lagao us ko time bhi do, dear is dunia men koi bhi kam forun nhi hotah ai her kam ko aik khas time dia jata hai ye nature hai jis men time k sath hota hai or us men profit ya earning ka chacnes hoty hein
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: loss akhir kis waja se hota hai

                            Hm pr he depend krty ha ky hm is my sahi sy km kray ager sahi sy km kray thy gy to loss ni hota or ager hota be ha to hmari he galti hoti ha hm ko dk soch kr treading krni chahey ta ky loss na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss akhir kis waja se hota hai

                              [lSir meri nazar mien jab hum ko a smien aa ker loss hota hai tu as ki bhut see wajohat hoti hien agar hum as mien aa ker experience nirakhty hien tu bee hum ko as mien loss ho sakt ahai or agar hum as mien aa ker greed kerty hien tu bee hum ko as mien aa ker loss ka
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X